Amazon Pay Later Loan Kaise Le, अमेज़ॉन पैलटर लोन कैसे ले ?

Zydatar log Amazon ke bare mein jaante hai ki Amazon ek E commerce website hai jiski help se electronic saman , jewellery, clothes ya kisi bhi type ka A to Z koi bhi saman Badi aasani se kahreed sakte hai.

Lekin aaj ke article mein hum aapko Amazon ki taraf se jaane vali ek behtareen suvidha ke bare mein btane vale hai jiski help se aap 20,000 rupees ka loan le sakte hai aur iska use kisi bhi smaan ko khreedne ke liye kar sakte hai .

Iss suvidha ka naam Amazon Pay Later hai aayie jante hai ki Amazon Pay Later Loan kaise le ,Amazon Pay Later Review , Eligibility, Tenure, Features ,Interest Rate etc ke bare mein detail mein information prapat kar sakte hai aur dosti aapko iss post ko end Tak zarur padhkar jaaye taa ki aapko yeh suvidha aasani se mil sake.

Also Read -: FlexSalary Instant Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate | Review

AMAZON PAY LATER LOAN KYA HAI?

AMAZON PAY LATER LOAN KYA HAI?

  • AMAZON PAY LATER ek aisi suvidha hai jise digital process ke through Amazon.in pr eni ke jariye apni manpasand smaan ko khareedne ke liye credit Sima di jaati hai .
  • Is suvidha ke anusaar aapko credit card ke vivaran ki bhi zarurat nhi padhti  aap ise Amazon app ke dwara apni personal detail fill krke kewal 1 mint se bhi kam time mein active kar sakte hai .
  • Iss tarah se credit card ki tarah hi kaam karta hai .Amazon app ke dwara aap apna vivaran check kar sakte hai aur emi ka bhugtaan bhi bdi aasani se kar sakte hai .
  • Iske alawa iss suvidha ke madhyam se online shopping,credit history, re-payment etc ko bhi track kar sakte hai .
  • Amazon Pay Later service aapko Bharat Private Limited ke dwara aur kuch finance company ke dwara jaise Capital Float ,IDFC First Bank ke sath bhagidari ke sath launch Kiya gya hai jo RBI aur NBFC dwara registered hai.

AMAZON PAY LATER LOAN APPLY KAISE KRE

AMAZON PAY LATER LOAN APPLY KAISE KRE

AMAZON PAY LATER LOAN ke liye apply karne bhaut easy hai iss online EMI loan ko Amazon App ke zariye liya jaa sakta hai iss loan ko lene ke liye steps humare neeche btaye hai jo iss prakar hai.

STEP 1. Goggle play store se Amazon App ko install kre

STEP 2. Apne mobile number ki help se registeration process complete kre .

STEP 3. Ab Amazon Pay balance ke liye KYC pura karne ke liye Pan card ke number darz kre

STEP 4. Ab aapko Amazon app ko open kre aur three dot click kre.

STEP 5. Iske baad Amazon Pay options par click kre.

STEP 6. AB Manage mein account section par tap kre

STEP 7. Yahan par aapko Amazon Pay Later option dikhayi de rha hoga toh aapko iss par click karna hai .

STEP 8. Iske baad Sign in 60 sec option par tap karna hai.

STEP 9. Ab aapko Adhaar card aur Pan card number ki help se eKYC complete karni hai aur adhaar card se link mobile number se OTP ko verify karna hai .

STEP 10. Iske baad aapko apni bank detail fill karni hai jaise Debit card,Net Banking etc.

STEP 11. Sab kuch fill karne ke baad ab aapko Place order and Pay option Apr click karna hai .yeh online loan sidha aapke Pay Later account mein transfer kar di jaati hai .iss loan ke dwara aap koi bhi smaan maasik kishto mein khareed sakte hai.

Also Read -: Fibe Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate | Review |

AMAZON PAY LATER DOCUMENTS KON KON SE CHAHIYE

AMAZON APP aapko online shopping ke liye play store jaisi suvidha pradaan karta hai jiske madhyam se aap koi bhi smaan EMI par khareed sakte hai .Amazon App se online shopping loan lene ke liye aapke paas following documents hone important hai jo iss prakar hai .

  1. Adhaar card
  2. Pan card
  3. Bank details
  4. Debit card
  5. Net Banking

Also Read -: PaySense: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate |

AMAZON PAY LATER LOAN LENE KE LIYE ELIGIBILITY

AMAZON app se online shopping loan lene ke liye aapko following eligibility ko fulfill krna hoga.

  1. Aap Bharat ke Nagrik hone chahiye
  2. Aavedak ki agr 23 years se zyada honi chahiye
  3. Aap self employed ya kisi job mein worker hone chahiye.
  4. Aavedak ke paas loan ko apply karne ke liye ek smartphone aur ek acha internet connection bhi hona chahiye.
  5. Aapka credit score 600 se zyda hoan chahiye.
  6. Aapke pass ek active bank account Debit card, Net Banking ke sath honaa chahiye.
  7. Aapke paas KYC documents hone chahiye jaise ADHAAR card and Pan card
  8. Aapke paas adhaar card se link ek mobile number bhi hona chahiye.

Also Read -: TrueBalance- Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |

AMAZON PAY LATER LOAN JMA KARVANE KI TIME LIMIT

AMAZON PAY LATER LOAN JMA KARVANE KI TIME LIMIT

AMAZON PAY LATER ek online shopping loan hai ,iss loan ko aap apni manpasand cheejo ko khareedne ke liye adhiktam 3 months se lekar 12 months ke liye le sakte hai aur aap iss loan ko monthly installment ya phir ek sath bhi deposit krva sakte hai.

Also Read -: PUNJAB NATIONAL BANK HOME LOAN | INTEREST RATE 2022

AMAZON PAY LATER SE KITNA LOAN LE SAKTE HAI

AMAZON PAY LATER LOAN ko online shopping ke liye online bhugtaan ke liye  Rs.3000- Rs60,000 rak le sakte hai.

Yeh bina kisi security ke loan ko pradan karta hai starting mein yeh loan aapko kam bhi mil sakta hai .

Also Read -: CANARA BANK GOLD LOAN 2022: CANARA BANK GOLD LOAN KAISE LE?INTEREST RATE

AMAZON PAY LATER LOAN INTEREST RATE KITNA LAGEGA

AMAZON PAY LATER se online shopping ke liye interest rate minimum 14% to maximum 24% monthly Bayaj dar par online le sakte hai .iske interest rate ki fixed value nhi hai , yeh loan aapke dwara khareede gye samaan aur online shopping bill bhugtaan par depend karta hai .

Maan lijiye agr aapne electricity bill Rs.10,000 ka teen mahino mein monthly kishtoh mein jma kiya hai toh uske liye aapko total raashi 11,000 rupees dene padh sakte hai yeh depend karta hai ki aap iss suvidha ka use Khan kar rhe hai .

Agr aapne koi electricity smaan NO COST EMI par khareeda hai toh iske liye aapko kisi bhi prakar ka charge nhi dena hota aapko kewal smaan ki keemat ke paiso ka bhugtaan karna hota hai.

Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest |

AMAZON PAY LATER FEATURES

AMAZON PAY LATER loan ki facilities :

  1. Is loan ko Amazon.in ,App ke dwara Apply kiya ja sakta hai .
  2. Yeh 100% online process ke madhyam se loan pradan karta hai .
  3. Loan Approved hone ke baad loan raashi ko Bank account mein prapat kar sakte hai.
  4. Amazon Customer support 24/7 hours dsta hai.
  5. Yeh secure , fast and easy application hai
  6. Instant Loan prapat karne ki suvidha deta hai .
  7. 2000 se bhi zyda online apps ka bhugtaan kar sakte hai .
  8. Loan lene ke liye Security ki need nhi hoti hai.
  9. Keval Adhaar card aur Pan card se loan apply kar sakte hai .
  10. Pure Bharat mein loan dete hai .
  11. Iski re payment apne mobile se UPI ke dwara kar sakte hai .
  12. Sabhi smartphone mein kam karta hai jaise Xiaomi , oppo , Vivo , Samsung, Moto etc

DISCLAIMER: Is article mein humnein information aap ko internet source ke adhaar par uplabdh karvaai hai ,agr bhavishya mein yeh information purani ya iss app ki Terms of Condition badal jaye toh hum iske jimmedar nhi honge Islyi aap jab bhi loan ke liye Apply kre toh aap apne khud ke risk par le . Hun ismein jimmedar nhi hai yeh aapki khud ki choice hai .

SECURITY AND PRIVACY

SECURITY AND PRIVACY

Abhi hum aapko Amazon App ke safety and security ke bare mein btane vale hai ki kya yeh mobile application secure hai ya nhi .neeche humnein kuch point btaye hai jinke Adhaar par hum iss baat ki pushti krenge ki yeh mobile application puri tareeke se secure hai jo iss prakar hai.

OFFICIAL APP: Is app ki apni goggle play store par Official application hai jo Amazon ke naam se hai.

WEBSITE: Iski aoni official website di hai jo Amazon.in ke naam se registered hai aur yeh ek secure HTTPS connection par kam krta hai .

Rbi and nbfc approved: Amazon Pay Later online shopping loan Bharat Private Limited ke dwara aur kuch finance company ke dwara jaise Capital Float, IDFC First Bank ke sath Bhaagidaari ke sath launch Kiya gya hai jo RBI aur NBFC dwara registered hai .

MCA.gov.in : Yeh app Bharat sarkar ke dwara mca ki website par bhi register hai jo ki aap check kar sakte hai .

Wikipedia: Yeh aap Wikipedia par bhi maujood hai .

Security: yeh aap aapki permission ke bina kisi ke sath aapki personal information ko sanja nhi karti aur yeh encryption technology ka use karke sabhi len den ko surakshit rakhti hai .yeh app secure aur trustworthy method se fast se rin pradaan karti hai.

Also Read -: Sbi Bank Personal Loan Apply Online For 20 Lakhs | Review

CUSTOMER SUPPORT: agr aapko kisi bhi tarah ki problem aati hai toh aap iss mobile application customer care par baat kar sakte hai aur Amazon Pay Later se jude kisi bhi question ke liye email kar sakte hai , jo iss prakar hai .

Amazon.in customer service apna leading partner se sidha sampark karne ke liye Amazon customer service ka use kar sakte hai:

Also Read -: Branch Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest

Contact information: myloan@capitalfloat.com  par email kre ,080-68075001 par call kre.

IDFC FIRST BANK customer service: 1860-500-9900 par call kre

Note : working hours 9:30 a.m se 6:00 p.m tak sabhi karya devas , dusre aur chauthe Saturday aur bank ki holidays ko chhodkar aap call kar sakte hai .

Also Read -: SBI NEW CAR LOAN APPLY ONLINE | INTEREST RATE |

About bankofloan

Check Also

Money View Loan App से लोन कैसे लें? Money View Loan App Review 2024

Money View Loan App से लोन कैसे लें? Money View Loan App Review 2024

Money View Loan App दोस्तों जैसा आप सभी जानते ही है की हम सब एक …

4 comments

  1. Ghjr from xtnjj bjfdtv jnkkkf vvhjj nkjhgfg information bhfviigm

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *