PaySense: Personal Loan App
To Dosto Hamari, ZIndagi Mein Bahut Kuchh Hota Hai, To Aap Samajh Sakate Ho Ki Hamaari Jindage Mein Ek Jaisa Samay Nahin Rahata, Hamesha Hamaari Jindagi Mein Badalaav Aata Jaata Rahata Hai, Hame Kuch Bhi Nahi Pata Hota. Hamaare Jindage Mein Ye Sab To Hota Rahata Hai, Par Hamaare Jivan Sabase Mein Sabase Mahatvapoorn Sthaan Paise Ka Hai, Yaani Ki Paisa Hai To Sab Hai Nahi To Kuch Bhi Nahi. Paise Ki Ahamiyat Bahut Jyaada Badh Gai Hai, Paisa Hona Bahut Hi Jyaada Jaroori. Hame Aaj Ke Samay Mein Jyaada Paise Ki Nahi Balki Bahut Jyaada Paison Ki Jaroorat Padati Hai. Bina Paise Ke Aap Kuchh Nahi Kar Sakate, Na Hi Kuchh Kharid Sakate Ho, Aur Na Hi Kuchh Kha Pi Sakate Ho, Na Hi Aap Achchhe Kapade Pahan Sakate Ho, Matalab Ki Bina Paise Ke Kuchh Bhi. To Dosto Kya Aapake Paas Paise Ki Kami Hai, Aur Aapako Paise Ki Bahut Jyaada Jaroorat Hai, Aur Paise Ki Kami Ke Kaaran Aapake Ghar Mein Bahut Si Mushkilen Chal Rahi Hai, To Dosto Aapako Ab Paresha Aap Is Post Ke Jarie Onalain Lon Ke Baare Mein Bataane Vaala Hoon, Jo Aapako Ghar Baithe Hi Lon Deta Hai. To Hello Doston! aaj ki is post mein hum aapko PaySense: Personal Loan App ke bare mein btane wale hai. Aaj hum aapko is application ke baare mein btayenge. PaySense: Personal Loan App se kitna loan milta hai? Aapko kitne time ke liye loan mil sakta hai? PaySense: Personal Loan App Se kitne interest rate par loan milta hai? Aur aap is application se loan kaise le sakte hai? Ye sab aaj ki is post mein hum aapko btayenge.
Also Read -: PUNJAB NATIONAL BANK HOME LOAN | INTEREST RATE 2022
Loan Amount | 5,000-5,00,000 |
Interest Rate | 16%-36% |
Tenure Rate | 3-60Months |
Processing Fees | 2.5% |
Also Read -: CANARA BANK GOLD LOAN 2022
What Is PaySense ?
Ye Ek loan pradan karne wali application hai. Jiske Play store Par 10M+ se jyada download hai. Aur aap yhan se 5,00,000 tak ka loan le sakte hai.
PaySense: Personal Loan App Loan Amount
Doston PaySense: Personal Loan App se aap loan Lena chahte Hain to aap kam se kam 5,000 rupaye Tak ka loan le sakte hain. adhik se adhik loan ki baat karen to PaySense: Personal Loan App se aap adhik se adhik 5,00,000 ka loan le sakte hain.
PaySense: Personal Loan App Interest Rate
Doston PaySense: Personal Loan App se aapko din ka 16% ka interest rate lgaya jata hai. Aur wahi aapko saal ka 36% ka byaj dekhne ko mil jata hai.
Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Le
To doston PaySense: Personal Loan App se aapko Kitna interest rate lagaya jaega iske bare mein aap ko pata lag Gaya hai ab ham baat kar lete hain PaySense: Personal Loan App aapko jo loan milega weh loan aap ko kitne samay ke liye Diya jaega yani aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai.
Also Read -: Sbi Bank Personal Loan Apply Online For 20 Lakhs | Review
PaySense: Personal Loan App Tenure Rate
PaySense application ke dwara apako kam se kam 3 months ke liye loan mil sakta hai. Aur wahi aapko adhik se adhik 60 months ke liye loan mil jata hai.
Also Read -: Branch Personal Loan App Se Loan Kaise Le |
ab ham baat kar lete hain doston PaySense: Personal Loan App se loan lene ke liye aapko kaun kaun se document ki jarurat padegi.
Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le |
PaySense: Personal Loan App Documents
- Aapke paas aadhar card no. hona chahiye.
- Aapke paas Apni kissi Relative ya family member ka if proof hona hoga.
- Aapke paas bank ke passbook ki photo ya Acount details honi chahiye.
Also Read -: SBI STUDENT LOAN SCHEME APPLY ONLINE |
PaySense: Personal Loan App Example
- Processing fee (at 2%) = ₹2,000 + GST = ₹2,360
- Line setup fee of ₹999+GST = ₹1181/- to be paid before starting the credit line
- Interest = ₹7,181
- EMI = ₹8,932
Ab baat kar lete hain PaySense: Personal Loan App se loan lene ke liye kisi bhi vyakti ko kaun kaun si eligibility criteria ko pura karna hota hai.
Also Read -: HDFC BANK PERSONAL LOAN
PaySense: Personal Loan App Ko Kyun Choone?
- Aapko Affordable interest rate dekhne ko mil jate hai.
- Ye ek trusted company hai.
- Aapko affordable EMIs dekhne ko mil jati hai.
- Ye application aap kewal 2 minute mein approve karwa sakte hai.
- Upar diya gya jo bhi process hota hai, we Paperless hota hai.
- Loan un logon ke liye bhi available hai, jinka credit score kam hai.
Also Read -: Avail Finance: Credit Loan App Se Loan Kaise Le |
Ab aapko humne Bata Diya hai PaySense: Personal Loan App aap ko kitne Rashi Tak ka loan mil sakta hai kitne interest per loan milega aapko loan ke liye samay Kitna Diya jaega ya nahin aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai ab baat kar lete hain doston PaySense: Personal Loan App se loan aap kaise le sakte hain.
PaySense: Personal Loan App Se Loan Kaise Le?
- PaySense: Personal Loan App ko Install kare.
- Apne mobile no. ki madad se PaySense: Personal Loan App mein login karke register kar lena hai.
- Apni basic details bharke apni loan eligibility ko check kar lena hai.
- Eligibility mein aapko 5,000 se 5 lakh tak ka loan mil sakta hai.
- Apne KYC documents ki information karni hai.
- Aapko EYC complete karni hai.
- Uske baad Instant Loan ke liye apply kar dena hai.
- Fir apako Auto Debit Enable Kar dena hai.
- Ek Baar Aapki application approved ho jati hai, to loan ki raashi apake bank khate mein direct transfer kar di jati hai.
Also Read -: RBL BANK LOAN | RBL BANK LOAN KAISE LE SAKTE HAI?
Dosto aaj ki post mein aapne jaana ki aap PaySense: Personal Loan App se loan kaise le sakte ho. PaySense: Personal Loan App se loan lene ke liye aapko kon kon se documents ki need hogi, PaySense: Personal Loan App se aapko kitne time ke liye loan milega ,Bayaj kitna lgega aur bhi bahut kuch iss post mein jana. Dosti agr aapko yeh post achi lagi ho toh please iss post ko share kre aur agr iss post se related aapka koi bhi doubt ho toh aap neeche comment karke puchh sakte hai .Dosto iss post ko aapne itne dhyaan se padha aur ise apna kimti time diya uske liye aapka bahut bahut Dhanyawad, milte hai agli post mein.
Also Read -: SBI NEW CAR LOAN APPLY ONLINE | INTEREST RATE |