BANK OF BARODA SE BUSINESS LOAN KAISE LE | FULL DETAILS BOB BUISNESS LOAN 2022
Bank of Baroda se business loan kaise le , online form , registration , Labharti , features, criteria , online apply kaise kre , documents, apply ,adhikaarik website , Helpline number, online apply kaise kre
Bank of Baroda se business loan kaise le? Dosto kya aapka bhi sapna hai ki ek din aap apna khud ka business start kar sakte hai. Agr aap iss post ko padh rhe hai toh nishchit roop se aapka bhi ek sapna hai ki aap apna khud ka business start kre , agr aisa ahi toh aap sahi jagah par aaye hai. Aaj ki post ko padhne ke baad aap apna khud ka business start karne ka dream zarur pura kar payenge . Business Loan ke fayde kya hai ?
Dosto vse toh kyi bank hai jo business loan dete hai lekin aaj hum jis bank ki baat karne jaa rhe hai use Bank of Baroda kha jaata hai .Dasto aaj hum janege ki aap Bank of Baroda se business loan le liye kaise apply kar sakte hai, Bank of Baroda se business loan lene apr kitna Bayaj lgega, Bank of Baroda se business loan kab Tak milega aur kitna adhik .Hum iss post mein janege .Toh dosto bina der kiye chliye aaj ki post ko shuru karte hai.
BANK OF BARODA BUSINESS LOAN KE FAYDE KYA HAI?
AAKARSHAK BAYAJ DAR-: Bank aakarshak aur kam Bayaj loan pradaan karta hai .
VIBHIN VYAVSAAYIK SHETRO KE LIYE LOAN-: Vibhin businesses ki vibhin needs ko dhyaan mein rakhte hue ,bank MSMEs , coprites aur international stage par business krne ke liye Buisnesses ko business loan praadaan karta hai .
VIBHIN VYAVSAAYO KE LIYE ALAG ALAG YOJNAAYE-: Har ek business same nhi hai aur har ek ki financial needs ko pura karne ke liye ,Bank alg lag Business loan yojnaaye pradaan karta hai .
AASAAN AAVEDAN PROCESS-: Bank ka manna hota hai ki business sanvedansheel hote hai , aur Islyi business loan aavedan process kaafi aasan process hai .
JALDI LOAN RAASHI MILNA-: Kyunki Bank mein instant Aaavedan prakriya hai aur minimum documents bhi hai , Islyi aapke bank accounts mein loan ki manjoori aur paisa account mein aane mein time nhi lagta hai .
BANK OF BARODA BUSINESS LOAN KE INTEREST RATE KYA HAI ?
Bank of Baroda business loan par Bayaj dar kyi cheejo par depend Karta hai .jo ki neeche diye gye hai .
CREDIT SCORE: Agr aapka credit score ya civil score adhik hai , toh business loan Bayaj daro tay karte time aapko profite hoga .Khraab credit score ke kaaran ,aapke loan Aavedan ko Reject bhi kiya jaa sakta hai .Apne aavedan ko aasan bnane ke liye aur kam Bayaj daro ke liye apne credit score ko 700 se adhik rakhe.
LOAN RAASHI –: Agr aap ek bdi loan rashi ke liye aavedan karte hai toh aapko Kam bayaj dar par business loan mil sakta hai .sath hi sath iske kaaran EMI kam bhi ho sakti hai .
BUSINESS KI STABILITY: Aapka business stable hona chahiye aur bank se kam Bayaj dar prapat karne ke liye aur profit kmaane ke liye important Business Experience aur risk kam hona chahiye.
BANK OF BARODA BUSINESS LOAN KE LIYE ELIGIBILITY AND CONDITIONS KYA HAI?
Bank of Baroda Business Loan ke liye aapki eligibility loan ke liye aapki eligibility do sabse bunyaadi aur important binduyo par depend karti hai ,aapki loan bhugtaan ki shamta aur aapka credit history ehne neeche diye gye adhaar par decide karti hai :
Age : Age ki eligibility conditions mein kaafi importance rakhti hai kyunki yeh aapki Bhugtaan shamta ko decide karti hai .Agr aapki business loan yojna ki eligibility conditions ke according aapki age eligible nhi hai , toh aap business loan ke liye aavedan nhi kar sakte.
CREDIT SCORE: Buisness loan aavedan ko savikrit Krane ke liye ,Aapka cibil score 750 se zyda hona chahiye. Aapki sampoorn CIBIL Report yaani Last re-payment Avdhi Loan etc Aapke loan aavedan aur yogyta Conditions decide karne mein help karti hai.
BUSINESS KI STABILITY: Agr aapka Business stable hai aur Viksit hone ki Shamta hai tabhi aap Loan vaapis chuka payenge .Aapke Business ki shamta decide karne aur Stability Janchne ke liye ,Bank Aapke business ki bikri mein vridhi ko dekhta hai .Apna Loan aavedan Savikaar krane ki sambhaavana badhane ke liye ,aapko Bikri aur future ke kaam mein vridhi dekhni hogi .
BANK OF BARODA BUSINESS LOAN KE DOCUMENTS KYA HAI?
IDENTITY PROOF: Pan card, Adhaar card,voter ID card, passport
ADDRESS PROOF:Pan card, Aadhar card, passport,Bank statement, Rent aggreement etc
BUSINESS PROOF:Pan card, GSTIN , Registation certificate, partnership aggreement etc
- 2 SAAL KA ITR
- 2 PHOTOS
- PROJECT REPORT
- LAST 6 MONTHS KA BANK STATEMENT
BANK OF BARODA BUSINESS LOAN NEWEST NEWS
U GRO CAPITAL ke sath saanjhedaari mein bank of Baroda MSMEs ko 1000 crore loan vitrit krega.
U GRO CAPITAL ke 26 July 2021 : Is seh -udhaar karykaram ke tehat , Micro ,small and medium enterprises (MSMEs) ab 1000 crore ke Business Loan ka laabh utha sakte hai,jise Bank of Baroda dwara U GRO CAPITAL ke sath saanjhedaari mein vitrit kiya jayega . RBI ke sanshodhit seh – loan viniyam ke 26 July 2021
Is seh -udhaar karykaram ke tehat , Micro ,small and medium enterprises (MSMEs) ab 1000 crore ke Business Loan ka laabh utha sakte hai,jise Bank of Baroda dwara U GRO CAPITAL ke sath saanjhedaari mein vitrit kiya jayega.
RBI KE sanshodhit seh loan viniyam ke anusaar , Loan raashi ka 80% BOB dwara vitrit kiya jayega aur shesh NBFC Bhaagidaar dwara Vitrit kiya jayega. Delhi , Mumbai ,Cheenai , Hyderabad, Jaipur, Ahemdabad, Pune aur Banglore sahit Shehro mein 9 places ke aaspaas U GRO ke 200 se zyda Channels par kam kar rhe hai MSMI dwara loan ka profit uthaya jaa sakta hai. MSMI ke liye diye gye loan Vivaran neeche diye gye hai.
BANK OF BARODA ONLINE APPLY KAISE KRE
- sabse pehle Bank of Baroda ki website par login kre
- Iske baad aapko business loan ka option ko choose kar apply online par click kre.
- Uske baad aapko apni sari information dalnii hai jaise Apni branch ka name ,name ,phone number etc
- Uske baad apni elligibilty check kar leni hai ki aap loan ke liye Eligible hai ya nhi.
- Uske baad agr aap loan ke liye elligible honge toh loan amount aapko aapke account mein mil jayegi.
BANK OF BARODA CUSTOMER CARE
Customer following mein se kisi bhi madhyam se Bank of Baroda ke Graahak se sampark kar sakte hai:
Toll free number:1800-258-4455/ 1800-102-4455
Branch Visit : Apne svaalo ke jvaab paane ke liye aap najdeeki Bank Of Baroda Shakha mein ja sakte hai
Also Read -: AXIS BANK BUSINESS LOAN KAISE LE; @11% INTEREST RATE| AXIS BANK BUSINESS LOAN APPLY ONLINE
Agr aapko abhi iss bare mein koi doubt hai , ya aap ise tohra sudharna chahte hai , to haaap neeche comment mein likh sakte hai .Bank of Baroda se business lene ke liye aapko kon se documents chahiye honge .Bank of Baroda se aapko kitne time ke liye business loan milega ,Bayaj kitna lgega aur bhi bhaut kuch apne aaj ki post mein jaana . Dosto agr aapko yeh post achi lagi ho toh aaap apni happiness aur utsukta ko darshaane ke liye kirpya iss post ko Social media jaise ki Facebook, Twitter, Instagram aur whatsapp par share zarur kre, Thanku.
Also Read -: STUCRED APP SE LOAN APPLY KAISEKRE ? LOAN LENEKI ABILITY, INTEREST RATE KITNA LGEGA
Madikonda ambatkar street warngal
Arujant personal madikonda ambatkar street
Madikonda ambatkar street warngal 3/86
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.paisaloanguide.Fastestapp
Gummawala majari
Solam
Ramdyalbirawa
9549933578
Jahada
Bank of Baroda loan business loan
Saurabh bisht
Regar mohalla sarsiya jahazpur bhilwara raj
Anil malde darecha gam kuksvada MALIYAHATINAjunagadh mo8154945466
munthanagaraj56@gmail.com muntha nagaraju.
priyankanigude@gmail.com Ambedkar chowk Ahmednagar MIDC
priyankanigude@gmail.com Ambedkar chowk Ahmednagar MIDC mobile number 9529681101
rraj354602@gmail.com