ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Insurance

HDFC ERGO Health Insurance Kaise Le | Types & Benefits ?

ADVERTISEMENT

HDFC ERGO Health Insurance

ADVERTISEMENT

HDFC ERGO Health Insurance up kaise le sakte hain aapko yahan per kon-kon se benefits dekhne Ko mil jaate Hain aapko Kitna premium dekhne Ko milta hai aur aap isko kitni der mein claim kar sakte hain. Ine sab chijon ke bare Aaj ham is post mein aapko batane wale. 

HDFC ERGO company Apne grahakon ko bahut hi Alag-alag type ke insurance policy pradan karti hai jinmen se ek health insurance bhi hai. Yahan per aapko teen type ke health insurance plans dekhne Ko mil jaate Hain jinke under aapko alag alag si types dekhne ko milegi.

HDFC ERGO Health Insurance Types

HDFC ERGO Health Insurance Types

HDFC ERGO Health Insurance mein aapko 3 types dekhne Ko mil jaati hai.

  1. Indemnity health insurance plan.
  2. Top up health insurance plan.
  3. Fixed benefit health insurance plan

ADVERTISEMENT

Aapko in 3 types ke under bhi bahut sari categories dekhne Ko mil jaati hai jinke bare mein aaj ki is post mein ham aapko bataenge. 

Indemnity Health Insurance Plan ke under aapko 4 types dekhne Ko mil jaati.

ADVERTISEMENT

  1. Optima secure
  2. my: health Suraksha
  3. Optima Restore
  4. my: health Koti Suraksha

ADVERTISEMENT

Optima Secure Plans

Optima Secure Plans

To chaliye abhi ham baat kar lete hain optima secure plan ke bare mein.

Secure Benefits

Aapko yahan per 2× secure benefits dekhne Ko mil jaate Hain. Yani pahle din se aapka base cover jo ki 10 lacs ka hai vah 20 lakh ka ho jaega Bina kisi extra coast ke.

Plus Benefits

Ek sal bad aapka base cover 50% se increase kar diya jaega aur 2 sal bad vah cover 100% se increase ho jaega yani aapka 10 lakh rupya 1 sal bad 15 lakh ho jaega aur 2 sal bad vah 20 lakh rupya ban jaega. Yani aapka cover ab 30 lakh rupaye ka ho jaega jo ki aapke base cover se 3 times jyada hai.

Restore Benefits

Aap agar kisi samay bhi isko claim karte hain chahe aap partially claim karte hain ya fir aap total ₹10 lakh base cover ko claim karte Hain to aapko hundred percent claim wapas mil jaega.

 

Optima Secure Health Insurance Plan Key Features

  • Optima Secure Health Insurance Plan Mein Cervical Collar, Braces And Belts Etc Ki Cost Ko Cover Kiya Jata Hai.
  • Hospital Mein Bharti Hone Ke Dauran Buds Clubs Aur Disposable Items Ke Liye Bhi Inbuilt Coverage Diya Jata Hai.
  • Yahan Per Aapko Delivery Kit And Recovery Kit Ke Cost Ko Cover Kiya Jata Hai.
  • Aap Apne Premium Ko 25% Har Mahine Kam Kar Sakte Hain.
  • Aap Har Year 50% Discount Chews Kar Sakte Hain Agar Aap Har Sal Kuchh Paise Jyada Pay Kar Dete Hain.
  • Aapke Pass Is Policy Ke Tahat 5 Sal Pure Hone Ke Bad Navinikaran Karne Per Chune Hue Katauti Ko Maaf Karne Ki Bhi Superpower Available Hai.
  • Aapko Yahan Per ₹500000 Se Lekar 2 Crore Rupaye Tak Ke Coverage Dekhne Ko Mil Jaati Hai.
  • Aap Individual Aur Family Plans Donon Prakar Ke Plants Khareed Sakte Hain.
  • Aap Policy Ko Ek Se Lekar 3 Sal Ke Liye Khareed Sakte Hain.
  • Agar Aapke Pass Credit Card Aur Debit Card Hai To Aap No Cost Installment Option Ko Opt Kar Sakte Hain. Jo Ki 1 Year Policy Holders Ke Liye Applicable Hoga.

Aapko Yahan Per Kai Prakar Ke Discounts Bhi Available Karvaye Jaate Hain.

  1. Online Discount Ke Taur Per Aapko 5% Premium Discount Milega Agar Aap Is Health Insurance Policy Ko Online Kharidte Hain.
  2. Aapko 10% Family Discount Milega Agar 2 ya Isse Jyada Members Ek Single Optima Secure Policy Ko Lete Hain Ya Fir Usmein Cover Hote Hain.
  3. Long Term Discount Ki Baat Karen Agar Aap Premium Pahle Pay Karte Hain To Aapko 7.5% Se Lekar 10% Tak Discount Milega.
  4. Aapko 2.5% Loyalty Discount Ka Lagaya Jaega Agar Aapki Premium Amount 2,000 Se Jyada Hai.

 

Aap Optima Secure Plans Health Insurance Ke Liye HDFC ERGO Ki Website Per Jakar Health Insurance Ke Liye Apply Kar Sakte Hain. 

 

my: Health Suraksha Insurance Plan

my: Health Suraksha Insurance Plan Ke Andar Aapko, Aapke Badhate Hue Chikitsak Kharchon Ke Khilaf 360 Degree Suraksha Pradan Kiya Jata Hai. mY: Health Suraksha Insurance Plan Mein Aapko ₹3,00,000 Se Lekar ₹5,00,000 Tak Ka Health Cover Dekhne Ko Mil Jata Hai.

  • Agar Aap Is Baat Ko Lekar Tension Mein Hai Ki Insurance Policy Ke Sath Aap Apni Pasand Ka Hospital Room Nahin Khareed Payenge To Is Bima Policy Mein Aapko Apni Pasand Ka Hospital Khareed Sakte Hain.
  • Agar Aapki Bimari Ke Ilaaj Ke Liye Ine Short Ki Gai Amount Kam Ho Jaati Hai To Aap Is Baat Ko Lekar Bhi Tension Mein Hai To Ham Aapko Bata Den Yahan Per Aapko Sham Insured Rebound Naam Ki Facility Ke Andar Kuchh Extra Ensured Amount De Di Jaati Hai.
  • Prevention Is Better Than Cure Iska Matlab Agar Aap Pahle Se Hi Apna Bachav Karte Hain To Yah Aapke Liye Bahut Hi Beneficial Rahata Hai. Iske Andar Aapko Har Sal Free Health Checkup Karne Ka Benefit Mil Jata Hai.
  • Agar Aapke Doctor Ne Home Treatment Ko Recommend Kiya Hai To Aisi Sthiti Mein Aap Apne Ghar Per Rahakar Bhi Apna Treatment Karva Sakte Hai.

 

my: Health Suraksha Insurance Plan Ke Under Kya Covered Hai.

  • Some Ensured Rebound Jiske Antargat Aapko Ek Extra Amount Di Jayegi Health Cover Ki Amount Agar Aapki Khatm Ho Jaati Hai.
  • Aapko Yahan Per Cumulative Bonus Bhi Mil Jata Hai. Agr Aap Koi Claim Nhi Bharte Hai.
  • Agar Aap Ek Young Person Hai To Aapko 45 Sal Tak Ki Age Mein Bina Kisi Health Medical Checkup Ke Yah Insurance Policy De Di Jayegi.
  • Aapke Hospitalisation Expenses Ko Bhi Yahan Per Uthaya Jaega.
  • Free And Post Hospitalisation Expenses Ke Under Aapko Hospitalisation Ke Dauran 60 Days Ke Expenses Aur Hospitalization Ke 180 Din Bad Ke Expensive Is Health Insurance Mein Cover Kiye Jaenge.
  • Aap Yahan Per 75,000 Tak Ke Tax Bhi Bacha Sakte Hain.
  • Aapko Yahan Per Lifetime Renew Ability Dekhne Ko Milati Hai Jiske Antar Aapko Bus Ek Bar Health Insurance Kharidna Hai Aur Uske Bad Aap Puri Life Break Free Renewals Ka Fayda Uthaenge Agar Aap Yahan Se Exit Nahin Karte Hai.

 

my: Health Suraksha Insurance Plan ke andar kaun si chijen incluid nahin kari jaayengi.

  • Agar aapko adventure sports ke dauran koi injury Ho jaati hai to Wah my: Health Suraksha Insurance Plan mein include nahin hogi.
  • Agar aapko kisi prakar ki self inflicted injury Ho jaati hai yani aap khud ko injured kar lete hain to aisi sthiti mein aapko yahan per cover nahin diya jaega.
  • Wars ke dauran bhi yah company aapko insurance cover nahin degi.
  • Agar aap army nevi airforce ke operation ke dauran ijjat Ho jaate Hain tab bhi aapko yahan per cover nahin milega.
  • Agar aapko sexually transmited disease Ho jaati hai aisi sthiti mein bhi my: Health Suraksha Insurance Plan ke according aapko cover nahin diya jaega.
  • Agar aap obesity aur cosmetic surgery karvate Hain to yah chij my: Health Suraksha Insurance Plan ki coverage ke andar eligible nahin hai.

Aap Optima Secure Plans Health Insurance Ke Liye HDFC ERGO Ki Website Per Jakar Health Insurance Ke Liye Apply Kar Sakte Hain. 

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Back to top button