Dosto swagat hai aapka humari iss post mein Jahan hum baat karne vale hai Punjab National Bank ke dwara diye jane vale Home Loan ke bare mein . Punjab National Bank ke dwara jo home loan diya jane vala hai usmein aapki jo loan ki raashi hogi voh 90% de di jayegi jo bhi aapko ghr dena chahte hai aapko yahan par prashaashan padhi jati hai toh dosto punjab national bank ke dwara diye jane vale loan ke bare mein btane vale hai toh dosto aapse request hai ki iss post ko end Tak padhe.
Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest |
SABSE PEHLE TEH JANTE HAI KI AAPKO POST MEIN HUM PUNJAB NATIONAL BANK KE BARE MEIN KON KON SI INFORMATION PRAPAT KRENGE.
- Sabse pehle toh hum yeh janege aaapko Punjab National Bank ke dwara kitne % ka Bayaj dar dekhne ko milega.
- PUNJAB NATIONAL BANK ke dwara jo aapko home loan milega uske Antargat kon kon si scheme aati hai aapko un scheme ke bare mein bataya jayega aur unki age ke sath aapko kon kon se aur alg offer dekhne ko milte hai.
- Punjab National Bank ke dwara jo aapko Home loan milega uss home loan ke liye aapko kon kon si eligibility ko pura karna hoga.
- Punjab National Bank ke dwara aapko Jo home loan diya jayega uss home loan ko prapat karne ke liye aapke pass kon kon se documents hone chahiye.
- Punjab National Bank ke dwara aapko Jo home loan diya jayega uss home loan ke liye kaise apply kar sakte hai .
- Toh sabse pehle dosto hum yeh jaan lete hai ki aapko Punjab National Bank ke dwara kitne percent ki dar se Bayaj dar dekhne ko milega.
Punjab National Bank Home Loan Interest Rate
Toh dosto aapki information ke liye bta du yahan par aapko alag alag type ki Bayaj dar dekhne ko milti hai lekin aapko mein vese bta du toh aapko yahan par kam se kam 8.60% ka Bayaj dar dekhne ko milta hai aur bhi adhik se adhik aapko yahan se 9.45% ke dar se Bayaj dar dekhne ko milega.
Ab dosto hum baat kr lete hai aapko Punjab National Bank ke dwara kitne Tak ka loan mil sakta hai .
PUNJAB NATIONAL BANK HOME LOAN AMOUNT
toh aapki information ke liye bta du agr aap Punjab National Bank se loan lete hai toh aapko yahan par kitni raashi par instant loan mil sakta hai lekin mein aapko bta du aapko yahan par takreeban 8 lakh Tak loan prapat ho sakta hai. aapko 8,00,000 se adhik officiallly mil sakta hai lekin aapko mein bta du aap jo bhi cheej yahan se khreedenge yahan se khareedne ke liye loan prapat krenge agr aapko ek load karan chahte hai ya fir aap ghr bna Banya khreedna chahte hai toh aapko iss bank ke dwara uss cheej ki 90% tak raashi de di jayegi aapko puri rashi pradaan nhi ki jayegi
Ab hjm baat kar lete hai aapko processing fees kitni milegi agr aap Punjab National Bank se loan Lena chahte hai.
Also Read -: Sbi Bank Personal Loan Apply Online For 20 Lakhs | Review
PUNJAB NATIONAL BANK HOME LOAN PROCESSING FEES.
dosto aapki information ke liye bta du agr aap PUNJAB NATIONAL BANK SE home loan lete hai toh aaoko kam se kam 0.25% ke dar se processing fees lgaayi jaati hai jo ki uss baat Apr depend karegi ki aapne yahan se kitni raashi tak ka loan liya hai .
Also Read -: Branch Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest
Ab hum baat kar lete hai aapko Punjab National Bank se home loan lene ke liye kon kon se eligibility criteria ko pura karna hoga.
Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Rate
PUNJAB NATIONAL BANK HOME LOAN ELIGIBILITY CRITERIA
Dosto aapko aapki information ke liye bta du aapko yahan par keval ek hi eligibility ko pura karna hoga voh ability hogi ki aapki jo adhik se adhik 75 saal ho jani chahiye jab tak aap ne unki bkaya raashi ko vaapis karne le agr aap 40 saal ki age mein apply karna chahte hai loan ke liye apply kar sakte hai.
Dosto aapko kon kon se documents ki need hogi agr aap Punjab National Bank se loan lena chahte hai.
Also Read -: SBI STUDENT LOAN SCHEME APPLY ONLINE | REVIEW |
PUNJAB NATIONAL BANK HOME LOAN DOCUMENTS
- Toh dosto sabse pehle aapko bta du aapko apna residential proof dikhana hoga jismein aap apna telephone bill use use kar sakte hai voter id card use kar sakte hai aur raashan card use kar sakte hai.
- Dusra aapko apna group dikhana hoga jismein aap apna passport jma karva sakte hai pancard use kar sakte hai aap inn dono mein se koi ek document use kar skte hai .
- Phir aap apna income proof dikhana hoga jismein aap apni 3 mahine sallery slip dikha sakte hai aap apni bank statement ka use bhi kar sakte hai jo 6 mahine purani ho.
Toh lete hai aap Punjab National Bank ke dwara diye jane vala loan ke liye apply kaise kre.
Also Read -: TrueBalance- Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |
PUNJAB NATIONAL BANK HOME LOAN KAISE LE?
Dosto aapki information ke liye bta du aapko do tareeke se apply kar sakte hai ya toh aap toh bank ki branch mein jaa kr loan ke liye apply kar sakte hai ya phir Bank ke dwara bnayi gyi official website par jaakar apply kar sakte hai toh dosto aapko btao aap Bank bajar.com vali website par jaakr bhi iske liye apply kar sakte hai jisse apply kr liye aapko Bank mein jaakr boxer mein jna hoga phir vhan par aapko home loan vale option par jna hoga fir apply kar dena hoga.
Also Read -: RBL BANK LOAN | RBL BANK LOAN KAISE LE SAKTE HAI?
Toh dosto aaj ki post mein jna ki aap kis tarah se Punjab National Bank ki help se loan Lena chahte hai aapko kon kon se documents ki need hogi agr aap Punjab National Bank se loan lena chahte hai aapko kon kon se Bayaj dar dekhne ko milenge aagr aap Punjab National Bank se loan lena chahte hai aapko kitna time aur date dekhne ko milegi lnn sab ke bare mein humein aaj aapko information di agr aapko humari yeh post achi lgi ho toh share zarur kre aur aagr aapka koi bhi svaal ho toh comment box mein likh dijiyega aaj ki post mein itna hi milte hai aapse aane vaki post mein tab tak ke liye Jai hind vande matram.
Also Read -: SBI NEW CAR LOAN APPLY ONLINE | INTEREST RATE |
hiteshbanjare24@gmail.com
मेरे को बहुत सारा पैसा चाहिए अभी के डेट में