CANARA BANK GOLD LOAN: iss article mein hum aapko canara bank ke gold loan ke bare mein information denge agr aapko instant paiso ki need hai aur aapke paas paise nhi hai toh aap iss situation mein Canara Bank ke gold loan ke sath add ho skte hai gold loan ke liye apply karne se pehle aapko yeh pta hona zaroori hai ki Gold Loan kya hoya hai ?
Jab hum gold girvi rakhkar loan lete hai toh voh gold loan hota hai .aap apne kisi bhi type ke expenses jaise shaadi ke kharche ,medical emergency, travel karne , higher education, apan small business shuru karne etc ke liye Canara Bank gold loan le sakte hai .canara bank customers ko attractive bayaj daro par gold loan praadaan karte hai
Iss article mein hum vistaar se janege ki canara bank gold loan kya hai , iss loan ki eligibility documents kya hai aur kis type se hum iss gold loan ke liye apply kar sakte hai isliye aap iss article ko pura end Tak padhe.
CANARA BANK GOLD LOAN
Gold loan ek secured loan ki rin mein aata hai jismein aapko apna good collateral or security ke roop mein girvi rakhna hota hai .gold loan koi bhi person le sakta hai .loan Dene se pehle bank customer ka civil score check krta hai . canara bank gold loan ke liye aap online or offline dono tarah se apply kar sakte hai . Aap apne kisi bhi personal aur official expenses ko fulfill karne ke liye iss loan kaa profit utha sakte hai
Agr aapka civil score bahut acha hai aur aap Bank ki sabhi conditions ko fulfill krte hai toh aap aakarshak Bayaj daro par Gold Loan Interest Rate ka labh le sakte hai .aap Canara Bank Personal Loan ke sath add hokar bhi apne expenses fulfill kar sakte hai lekin personal loan ki Bayaj dar gold laon interest rate ki tulna mein adhik ho sakti hai , customers ki need according canara bank kyi type ke instant gold loan pradaan krta hai.
Canara bank gold loan ki loan tenure 2 years tak hai. Important banks : Swarna Loan , Swarna overdraft aur Swarna express pradaan karta hai .canara bank se aap adhiktam 35 lakh rupees Tak ka gold loan praapat kar sakte hai ,canara bank gold loan ki Bayaj dar 7.35% per year se start hoti hai.
CANARA BANK GOLD LOAN INTEREST RATE
canara bank gold loan interest rate 7.35% per year se start hoti hai. gold loan ke liye aavedan karne se pehle aapko canara bank gold loan Bayaj dar ke bare mein sahi se information hoan zaruri hai.agr aap Bank ke existing customer hai aur aapka credit score bahut acha hai toh aap kam Bayaj dar par gold loan le sakte hai.
Aapko different gold loan interest rate ke beech tulna karni chahiye jisse aap sabse sasta gold loan ki talash kar sakte ai .gold loan ki Bayaj dar loan ki EMI ko effect krti hai .
Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest |
FEATURES AND PROFIT OF CANARA BANK GOLD LOAN
- aap apne kisi bhi personal ya official needs ko fulfill krne ke liye iska laabh utha sakte hai
- pareshaani mukt ,fast processing and attractive bayaj dar ke sath loan ka labh
- canara bank gold loan Bayaj dar 7.35% annually start hoti hai aur agr applicant ki profile achi ho toh Kam bayaj Dar par bhi loan pradan kar sakta hai.
- CANARA BANK INSTANT GOLD LOAN KE tehat aap lesser 5000 rupees se higher 35 lakh rupees Tak ka rin le sakte hai
- higher 2 years ki loan avdhi ke liye aap yeh loan le sakte hai
- bullet payment modh ke madhyam se aap apne rin ka bhugtaan kar sakte hai
- swarna express gold loan ke liye loan avdhi 6 months tak hai
- loan lene ke liye aap sone ke gehne , ornaments ya gold coins girvi rakh sakte hai
- canara bank gold loan processing fee rin raashi ka 0.50% tak hai jo lesser 500 rupees aur higher 5000 rupees hai
- Gold loan calculator ke help se aap apne rin ki counting kar sakte hai jisse aap pta lga sakte hai ki aapko per gram gold par kitna loan mil skta hai
Also Read -: Sbi Bank Personal Loan Apply Online For 20 Lakhs | Review
CANARA BANK GOLD LOAN ELIGIBILITY
- koi bhi vetan bhogi aur self employed person iss loan ke liye apply kar sakta hai
- kewal ve log iss loan ke lyi apply kar sakte hai jinka maujuda khata canara bank mein hai
- jin logo ka khata nhi hai unko trustworthy customers dvara pesh kiye jane ki need hai
- agr aapka pehle se iss bank mein account nhi hai toh aap ek saving account kholkar iss loan ka labh le sakte hai
Also Read -: Branch Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest
CANARA BANK GOLD LOAN DOCUMENTS REQUIRED
Gold loan ke liye apply karne se pehle aapko apne sabhi documents ek sath rakh lene chahiye taaki bank jab bhi aapse documents mange toh aap instant unhe sare documents dikha sake . documents ke bare mein adhik information ke liye aap apne nazdeeki bank ki branch mein jaakr contact kar sakte hai .
Apply karne ke liye aapke paas following documents hone chahiye:
- gold loan ke liye application
- gold certificate dwara proof letter
- income certificate and form number 16 / aaye prmaan
- passport size photo
- nivaas ka prmaan
- identity ka prmaan
Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Rate
CANARA BANK GOLD LOAN KE APPLY KAISE KRE?
Agr aap iss loan ki sabhi conditions ko fulfill karte hai toh aap iske liye online or offline dono type se apply kar sakte hai. Apply karne ke liye niche diye gye steps follow kre:
CANARA BANK GOLD LOAN APPLY ONLINE
- online apply karne ke liye sabse pehle aapko Bank ki official website canarabank.com par aana hoga.
- website ke homepage par loans ke option mein gold loan ka option dikhayi dega iss par click kre
- click Karne ke baad gold loan se Judi sari information aapke sahmne aa jayegi.
- aapko yeh information sahi sahi padh leni hai
- apply krne ke liye Apply Now ke option par click kre
- aapke sahmne form open hoga
- Ismein maagi gyi information ko fill kre aur submit karke click kre
- aapke dwara form submit karne ke baad bank ke workers apse contact krenge aur loan ke process ko aage jaari kiya jayega
OFFLINE APPLY KAISE KRE?
- offline apply karne ke liye aapko sabse pehle apne near canara bank ki branch mein jana hoga
- bank branch mein jaakr bank workers contact kre jo aapko Gold loan ke baare mein puri information denge
- phir apke gold ka aanklan kiya jayega .
- aapke gold purity ke adhaar par aapki patrata ki counting ki jayegi
- aapke documents verify kiye jayenge
- phir aapko CANARA BANK GOLD LOAN Application form Pdf prapat karna hai aur usme maangi gyi information ko darj karna hai
- phir form ke sath zaruri documents attach krne hai aur ise vahi bank mein jma karva dena hai
- agr aapka loan approval ho jata hai toh rin ki raashi aapke bank khaate mein transfer kar di jaati hai
Also Read -: SBI STUDENT LOAN SCHEME APPLY ONLINE | REVIEW |
CANARA BANK GOLD LOAN CALCULATOR
gold loan ke liye apply karne se pehle aapko loan ki EMI ki counting karni chahiye jisse aapko yeh pta lag sake ki aap kitne rupees Tak ka rin ke liye patra hai .aap Bank ki official website par jaakr GOLD LOAN CALCULATOR KI help se per gram gold par diye jane vale rin ki counting kar sakte hai.
Also Read -: HDFC BANK PERSONAL LOAN
Aapko different banks ke gold loan ki EMI ki counting karni chahiye aur unmein tulna karni chahiye jisse aap sabse sasta gold loan ki talaash kar sakte hai.
Also Read -: Avail Finance: Credit Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate |
CANARA BANK GOLD LOAN CONTACT NUMBER
TOLL -FREE NUMBER: 1800 425 0018/ 1800 103 0018 /1800 208 3333 /1800 3011 3333
Also Read -: RBL BANK LOAN | RBL BANK LOAN KAISE LE SAKTE HAI?
CONCLUSION
iss article mein humnein aapko Canara Bank Gold Loan ke bare mein puri information pradaan ki hai .koi bhi person jise instant paiso ki need hai voh iss canara bank gold loan ke liye apply kar sakta hai agr aapko loan mein apply krne mein koi problem aa rhi ha toh aap Bank ke customer care number par call karke information le sakte hai .
Aasha karta hoon dosto ki aapko yeh article informative lga hoga. agr aapko is article mein di gyi information achi lgi hai toh please aap ise zyda se zyda share kre.
CANARA BANK GOLD LOAN FAQs:
- Canara bank mein gold loan ki dar kya hai ?
- Ans. Iss loan ki Bayaj dar 7.35% per year se shuru hoti hai
- Canara bank se mein kitna gold loan le sakta hoon ?
- Ans. Aap 5000 rupees se 35 lakh rupees Tak ka loan le sakte hai
- Gold loan ke liye processing fees kya hai?
- Ans. Rin raashi ka 0.50% tak +GST
- Mein yeh gold loan kitni loan avdhi ke liye le sakta hoon?
- Ans. 2 years ki loan avdhi ke liye
- Canara Bank gold loan ke liye apply kaise kre?
- Ans. Gold loan lene ke liye apply karne ki puri information is article mein di gyi hai.
Teastall. Tiffin center