Bharat Pe Loan Kaise Le?Bharat Pe Loan eligibility ,Details,Customer care number , Interest Rate etc?

Bharat Pe Loan Kaise Le?Bharat Pe Loan eligibility ,Details,Customer care number , Interest Rate etc?

Dosto Present time mein online loan lene ke process mein boht increase hua hai kyuki online loan lena sehaj Aur saral hota hai.

Ismein kon si process se nhi gujarna padhta hai aur Aapko ghr bethe hi loan mil jata hai ,toh isliye hi log Isko psand karne lge hai.Magar online loan lena bhi itna  Aasan nhi hota kyi type ke videshi app hai jo Bharat mein Loan ke naam par fraud kar rhe hai,sakriye hai.kuch dino  Pehle aapne akhbaaro aur news channels par dekha hoga Ki Bhartiye sarkar ne kuch app ko Ban kr diya hai jo Illegal process mein shaamil the.

ALSO READ -: RBL BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE?-RBL BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE | RBL BANK BUSINESS LOAN APPLY

Jab bhi hum kisi online product ka use karna chahate hai, Toh humari pehli pasand yhi hoti hai ki yeh app Bhartiye Hai ya nhi. Agr company Indian hoti hai , toh humko  App kivishvaasniyata par vishvaas jaldi ho jaata hai. Kyuki Adhiktar Bhartiye Company Jimmevar aur  Graahako ke prati faithful hoti hai. Aaj ke kis topic mein hum ek Bhartiye loan app ke baare Mein janege . Iss Bhartiye loan app ka naam hai :Bharat  Pay aaj ka charcha ka topic hoga ki Bhart Pe Loan app Kya hai aur Bharat Pe Loan App mein kis type se loan liya Jata hai .Iske ilawa hum Bharat pe Loan app ke bare mein Another important information bhi prapat kar lenge.

ALSO READ -: Federal Bank Home Loan Kaise Milega | Federal Bank Home Loan Interest Rate |

Bharat Pe Loan App Details

Dosto Bharat se ek financial company hai jo apne Customers ko online loan lene ki suvidha uplabdh kraati Hai .Bharat Pe ke dwara loan lene ki ilawa kyi another Important services praadan karti hai. Jaise ki paymentTransfer ,Interest Account ,(ATM) Sweep Machine,Recharge ,Account Book,Free Credit Score checkup,Refer and earn ,QR code etc. Magar aaj ke iss topic Mein hum aapko loan app ke bare mein hi information Pradaan krenge.

ALSO READ -: Home Credit Loan App Se Personal Loan Kaise Le | Review, Interest Rate |

Bharat Pe App ke dwara app 100%paper less loan Le sakte hai .Yeh app aapko puri tarah se online loan  dene Ki suvidha pradaan karta karta hai .Bharat Pe Loan App ke dwara aap minimum Rs.10000 se lekar Maximum Rs.1000000 tak ka loan le sakte hai .Bharat Pe se aapko bina kisi colateral aur guarantee ke loan Pradaan karta hai.

Loan ki time avdhi aapko 3 months se lekar maximum 15 months tak ki hoti hai.Bharat Pe Loan App ke Zariye Loan lene par aapko minimum21% se lekar 30% Daro ki se bayaj bharna padh sakta hai .bayaj dare aapki Banking len-den cibil score aur aapki income par depend  Karta hai.

ALSO READ -: Flipkart Pay Later Charges, Apply , Advantages & Disadvantages

Bharat Pe Loan Eligibilty

Dosto Bharat Pe Loan lene ke liye aapko kuch rules aur Conditions ko follow karna padhta hai .Tabhi jaakar aapki Loan manjoor hoti hai .Bharat Pe Loan lene ke liye aapki Age 18 years se adhik honi chahiye.

Bharat Pe se Loan lene ke liye ek nirdhaarit income honi Chahiye aur Bharat Pe App ke Dwara Lgaatar 30 din tak aapko len den karna chahiye .

ALSO READ -: LTCASH LOAN APP SE LOAN KAISE LE MOBILE SE

Bharat Pe Loan lene ke liye aapko necessary documents

  • Ki need padhati hai. Ismein aapko Adhaar card Pan card Statement etc documents  ko upload karna hota hai .
  • Agr app 30din tak lgatar payment transfer nhi karte Hai toh aapko loan ke liye vikalap dikhayi nhi hoga.
  • Bharat Pe Loan Application ko bhar dene ke baad Aapko 7days ke andar Bank Branch se call ki jayegi Aur aapko aapki loan ke savikrit hone ke baare mein Information pradaan ki jayegi.

Bharat Pe App se Kitna Loan Milta hai ?

Bharat Pe App se Kitna Loan Milta hai ?

Dosto aayie app jaante hai Bharat Pe App ke dwara Aap ko kitni loan raashi mil sakti hai .Bharat Pe App Ke dwara sabhi vargo ko dhyaan mein rakhte hue Raashi di jaati hai. Isme aapki chhoti se chhoti needs Se lekar bdi se bdi needs ka khaas khayal rakha gya Hai.

Bharat Pe App se Agr aap loan lete hai ,toh aap Minimum Rs.10000- 1000000 tak ka loan le sakte hai.Magar yaad rhe loan raashi ke liye aapko kuch Maapdand pure karne hote hai, agr aap inn maapdando Ko pura karte hai,toh aapki loan raashi ko savikaar kar  Liya jayega nhi toh aapko loan application reject kar  Di jaati hai .

Kyunki Bharat Pe App aapke cibil score ke sath -sath Aapki income aur Banking records ko bhi dekhte hai. Tabhi jaakar Bharat Pe aapki application ki savikar Karta hai .Islyi aapko Loan raashi ka chunav apne Cibil Score ke Adhaar par karna chahiye. “Bharat Pe Par Loan Kaise Le? Bharat Pe Loan Eligibility,Details ,etc?

ALSO READ -: STUCRED APP SE LOAN APPLY KAISEKRE ? LOAN LENEKI ABILITY, INTEREST RATE KITNA LGEGA

Bharat Pe Loan Interest Rate

Dosto jab bhi aap kisi loan lene ke baare mein soch rhe hai toh sabse pehle aapko loan ki bayaj daro Ke bare mein charcha karni chahiye kyunki kisi Bhi loan ka sbse important part uski bayaj dare hi Hoti hai .Bayaj dare hi tay karti hai ki yeh loan Aapke liye faaydemand hoga ya nhi.

Isliye hi iske baare mein jaan lena zaruri hai. Agr Hum baat kre Bharat Pe App Bayaj daro ke bare mein Toh iss app ke zariye aapko minimum 21% se Lekar maximum 30% annual daro par Bayaj diya Jata hai .

ALSO READ -: SBI LIFE INSURANCE KYA HAI |SBI LIFE INSURANCE DETAILS, APPLY , POLICY

Bharat Pe Loan Tenure

Dosto Bharat pehle loan app ke dwara aapko ek Lachili avdhi pradaan ki jati hai. Jiske antargat Aap aasani se Bharat Pe loanko repayment kar Sakte hai .Bharat Pe Loan App ke Anatrgat diye Jane vale loan ke liye aap ko minimum 3 months se  Lekar maximum15 months ka time diya jata hai.

Is avdhi ke dauraan aap apni loan ko vaapis kar Sakte hai .Agr aap loan ko vaapis nhi karte hai Toh Bharat Pe Loan App ke khilaaf kanooni Karyevaahi karne ke adhikaar hai.

ALSO READ -: SBI STUDENT LOAN SCHEME APPLY ONLINE | REVIEW |

Bharat Pe Loan Documents Required

Toh dosto kisi bhi type ke loan lene ke liye aapko Important documents kineed toh padhti hi hai. Jinke adhaar par loan companies aap ki satyta Ki jaanch karti hai aur aapki another important information Leti hai .Bharat Pe App se Loan lene ke liye aapko Kuch important documents ki need padhti hai. Aayie  Jaante hai Bharat Paise loan lene ke liye aapkoKin -kin important documents ki need padhti hai .

Identity card ke roop mein aapko Adhaar card, DrivingLicence ya another koi bhi Bhartiye Sarkaar dwara Jaari ki gyi ID de sakte hai . aapko ID ke alawa PAN card kibhi need hoti hai.

Apni ID jaahir karne ke liye aapko ek selfie bhi Upload karni hoti hai .Iske ilawa aapko apni last Kuch mmonths ki Bank statement bhi upload Karni hoti hai . Aapke KYC sambhadit documents Bhi aapko upload karne hote hai.

Aap ko apna bank khata Bharat paise link karna Padhega .Taaki aapke loan raashi aapke bank account Mein daal di jaaye |”Bharat Pe Par Loan Kaise Le? Bharat Pe Loan Eligibility ,Details ,etc.?

ALSO READ -: TrueBalance- Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |

Bharat Pe Loan Rules and Condition

Dosto Bharat Pe Loan ko lene ke liye aapko Bharat Pe Loan App ka lgaatar 30 days tak use karna hota  Hai aur is dauraan aapko lgaatar iss appke madhyam  Se transaction karni hoti hai .Tabhi jaakar aapko Loan Ke liye option dikhayi deta hai.

Bharat Pe App se Loan Kaise Le ?

Bharat Pe App se Loan Kaise Le ?

  • Bharat Pe Loan ke madhyam se loan lene ke liye aapko Pehle toh goggle play store se Bharat Pe App ko Download karna hoga. Iske baad aapko Bharat Pe App Ke zariye lgaatar 30  Days ka transaction karni hoti hai. Tab jaakr aapke. App mein loan ke liye option dikhaayi dega. Loan option dikhaayi dene ke baad Bharat Pe App mein App loan apply kar sakte hai. Ab aap loan option ka chunaav kar jis type ka loan lena Chahte hai, uska chunaav kre. Iske baad aapko ek new form par redirect kiya jayega. Jahn par aapko apni important information fill karni hai. Aur aapse kuch important documents upload krane Ko kha jayega.
  • Yeh sabhi important documents upload krne ke baad Aur sari information den ke baad aapko niyam ki loan Ke niyam aur condition btaye jayengi . Iss dauran aapki Loan eligibility bhi check ki jayegi sath hi sath aapke Sabhi documents ke adhaar par cibil score bhi check Kiya jayega. Iske baad aap apni loan application Ko submit kar sakti hai.
  • Ab aapki Loan Application satyapan ke liye Bharat Pe Company ki team e paas pahunch gyi hai. Company ke Agent aapki Loan par charcha krenge aur isse iski  Satyata ki janch krenge.
  • Agr aap loan information true payi jaati hai aur aap Bharat Pe Loan App ki sabhi documents aur maapdando Ko pure karte hai, toh aapki loan application savikrit Kar di jaati hai.
  • Aapki Loan raashi sidhi ki aapke bank account mein daal Di jati hai aur aapki loan information ke accept honi ki Khushkhabri bank agent ke dwara phone call ke Madhyam se di jati hai.
  • Iss prakar se aap Bhaarat Pe Loan App ke madhyam se Loan prapat kar sakte hai.

ALSO READ -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest |

Bharat Pe Loan Customer Care Number

Kisi bhi prakar ki asuvidha mehsus hone par aap Bharat Pe Loan customer Care number par bhi call kar sakte hai Aur apni problem ka hal prapat kar sakte hai. Bharat Pe Loan customer care number hai:888 2555 444

ALSO READ -: RBL BANK LOAN | RBL BANK LOAN KAISE LE SAKTE HAI?

Bharat Pe Loan review

Dosto Bharat Pe App ko ab tak 1 crore se zyda log Download kar chuke hai.google play store par iski Rating 4.1 hai .Agr baat ki jaye iski performance ki Toh yeh ek acha app hai aur isse adhiktar logo ke Dwara pasnd kiya jata hai .customers ko di jaane Vali sevaye bhi bharat Pe loan ke dwarasahi di  Jaati hai.

Vhi kuch aur log aise bhi hai jinko Bharat pe loan  App pasand nhi aaya aur voh iski services se unhappy  Njar aate hai.Boht se loge ke app ke new version se  Problem hai ,toh kuch ko app ke slow performance Se dikkat hai.

Magr ek baat gaur karne vali hai ki haal hi ke kuch Mahino mein play store se related koi bhi negative Comment nhi hai. Jisse yeh maalom padhta hai Ki Bharat Pe Loan App apne customers ko ek Achi loan suvidha pradaan karta hai.

ALSO READ -: FlexSalary Instant Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate | Review

Conclusion

Dosto aaj ke iss topic mein humne Bharat Pe App ke dwara di jaane vali Loan Suvidha ke bare Mein baat ki hai aur humnein jaana hai ki Bharat Pe app ke madhyam se hum kaise loan le sakte hai  Aur Bharat Pe App se lona lena kitna faydemand Ho sakta hai.

Iske ilawa humne bhi important   information jiase ki  Bharat Pe Loan Kaise Le ? Bharat Pe Loan Eligibility,Details etc

Isi type ke another important information ke liye aap Humari website ke home page ko visit kar sakte hai Aur behtareen loan information  prapat kar sakte hai  Agr aapka koi Sidhi ya rishtedaar loan lene ka mann Ban  rha  ho toh yeh article unn tak zarur pahunchaye Tabhi voh bhi iss behatareen app ka fayda utha ske.

ALSO READ -: SBI NEW CAR LOAN APPLY ONLINE | INTEREST RATE |

About bankofloan

Check Also

Money View Loan App से लोन कैसे लें? Money View Loan App Review 2024

Money View Loan App से लोन कैसे लें? Money View Loan App Review 2024

Money View Loan App दोस्तों जैसा आप सभी जानते ही है की हम सब एक …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *