Federal Bank Home loan
Doston kya aapko apna new ghar chahiye? Aur aapke paas uske liye paise nhi hai? or aap home loan lene ke bare mein soch rhe hai?To aap Federal bank ko consider kar sakte hai. aaj hum aapko Fedral Bank home loan ke bare mien information provide karne wale hai. Federal Bank se loan lene ke liye apply kaise kre, Federal Bank se loan lene ke liye kon kon se documents ki need hogi, Federal Bank se loan lene ke liye kya criteria hai , Federal Bank se loan lene par aapko kitna % bayaz lgega, Federal Bank se loan lena ke baad vaapis lotane ke liye kitna tym milega, Federal Bank se loan lene ke liye kaise apply kar sakte hai .yeh sab kuch aap aaj iss post ke through jaanne vale ho,toh chliye jaan lete hai .
Also Read -: Flipkart Pay Later Charges, Apply , Advantages & Disadvantages
Federal Bank Home Loan Amount?
Dosto agar aap aaj ke iss tym mein Federal bank ya se loan ke liye apply kar rhe hai toh aapko yeh zarur pta kar lena chahiye ki jo aap loan le rhe hai voh aapko kitne rupaye tak ka mil rha hai kyunki dosto kyi baar hum loan ki jaldi mein yeh bhool hi jaate hai aur baad mein humein jab humein kam paiso ka loan milta hai toh phir kisi aur company se loan ke liye apply karna padta hai .dosto agr yahan par mein bat kru Federal Bank ki toh aap yahan se kam se kam 1 lakh rupees aur zyda se zyda 1500 lakh rupees tak ka loan le sakte hai. Waise yhan par aapko total cost ka 85% pradan kiya jata hai.
Federal Bank Home Loan Interest Rate?
Dosto aagr aap iss time mein kisi bhi loan company ya bank se loan ke lyi apply kar rhe ho toh aapko ek baat ka zarur dhyaan rakhna chahiye jo hai Interest kyunki dosto aap khin se bhi loan le rhe ho toh uss loan par aapko kitne % ka bayaj dena padhega kyuki dosto agr aapko zyda bayaj lga toh kya pta aap time pr bayaj na chuka pao.
Yhan se aapko 2 Type ke interest rate dekhne ko mil jate hai.
- Salaried
- Self Employed
Salaried mein aapko 9.55% se lekar 9.65% ka interest lgaya jata hai.
Self Employed mein aapko 9.60% se lekar 9.70% ka byaj lgaya jata hai.
Also Read -: LTCASH LOAN APP SE LOAN KAISE LE MOBILE SE : LTCASH LOAN APP RS. 50,000- INCRED INSTANT PERSONAL LOAN APPLY ONLINE
Federal Bank Home Loan Tenure Rate?
dosto agr aap Federal bank se loan ke liye apply kar rhe hai toh aapko ek baat ka zarur dhyaan rakhna chahiye ki aap jo bhi loan le rhe ho uss loan ko vaapis karne ka jo time hai aapko kitna mil rha hai aur bad mein aapko pareshani ho jati hai loan ko vaapis karne mein dosto agr yahan baat kru mein Federal Bank ki toh ismein aapko 360 months ke liye loan mil jata hai.
Also Read -: FairMoney Loan App Se Loan Kaise Le | FairMoney Loan App Review | Download
Federal Bank Personal Loan Features
- Aapko maximum Project cost ka 85% loan avail kiya jayega.
- Aapko 1500 Lkah ka loan mil sakta hai.
- Aapko 36 mahine ka repayment holiday dekhne ko mil jata hai.
- Aapko loan ka approval bahut hi mil jata hai.
- Aapko Life insurance ki option bhi dekhne ko mil jati hai.
- Aapko koi bhi no pre closure charge bhi nhi dekhne ko milte hai.
- Aap Loan ko top up bhi kar sakte hai.
- Aapko 360 months ka repayment period bhi dekhne ko mil jata hai.
- Aapko minimal paperwork dekhne ko mil jata hai.
Also Read -: BANK OF BARODA BUSINESS LOAN KAISE LE | FULL DETAILS BOB BUISNESS LOAN 2022
Federal Bank Eligibility ?
- Loan ke liye NRI indviduals ke sath-sath Salaried, Self-Employed & Business Men ke liye yhan se home loan mil sakta hai.
- Loan ke tenure ke end hone tak borrower ki age 55 se aage nhi honi chahiye.
- Monthly Salary 50,000 se kam nhi honi chahiye.
Also Read -: AXIS BANK BUSINESS LOAN KAISE LE; @11% INTEREST RATE| AXIS BANK BUSINESS LOAN APPLY ONLINE
Federal Bank Loan Documents?
- Identity Proof
- Adress Proof
- Income Proof
Also Read -: ( TVS CREDIT SAATHI TWO WHEELER LOAN APP ) Urgent 2 Lakh Adhaar se TVS CREDIT SAATHI TWO WHEELER LOAN
Federal Bank Home Loan Kaise Le-( Federal Bank Home loan kaise milega)?
- sabse pehle aapko Federal Bank ki website par jna hai
- iske baad aapko isme loan vala option dekhna hai
- iske baad aapko Home loan ko chhode krna hai
- iske baad aapko apna mobile number daalkar ismein register kar lena hai
- iske baad aapk isme apni basic information fill krni hai
- iske baad apko apni job ki information fill karni hai
- iske baad aapko ismein apne documents upload krne hai
- iske baad aapki loan application review mein chali jayegi
- iske baad aapko bank ki taraf se ek call ayegi
- iske baad apka loan approve ho jayega
- iske baad aap iss loan ka use easily kar sakte hai
Also Read -: SBI LIFE INSURANCE KYA HAI |SBI LIFE INSURANCE DETAILS, APPLY , POLICY
dosto aaj ki iss post mein aap sabhi ne jana ki Federal Bank se loan lene ke liye kaise apply kre ,Federal Bank se loan lene ke liye kon kon se documents ki need hogi, Federal Bank se Home loan kaise le ,Federal Bank se loan kaise milega, Federal Bank se loan kitne time ke liye milega, Federal Bank se loan par aapko kitne % ka bayaj dar lagta hai aur jo loan milta hai uske lotane ke liye kitna time milta hai , Federal Bank se loan lene ke liye apply kaise kr sakte hai yeh sab kuch aaj aapne iss post ke through jana hai aur agr aapke man mein koi bhi svaal reh gya ho aap humein neeche comment karke puchh sakte hai doato aapko humare dvara di gyi information achi lagi hai toh aap humari iss post ko share kar sakte hai. doato aapne apne kimti time mein se time nikal kar iss post ko padha aap sabhi ka dil se shukriya.
Also Read -: Home Credit Loan App Se Personal Loan Kaise Le | Review, Interest Rate |
sarvottamsingh655@gmail.com
kumarsarvottam38@gmail.com