AXIS BANK BUSINESS LOAN KAISE LE; @11% INTEREST RATE| AXIS BANK BUSINESS LOAN APPLY ONLINE

AXIS BANK BUSINESS LOAN |AXIS BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE |Axis Bank Business Loan Apply online kaise kre?

Agr aap apne business ko aage nayi uchhayion par le jana chahte hai ya apna business shuru krna chahte hai ? Toh aap chhote mote business ke liye ya bade business ke liye  boht chhote business ke liye axis Bank se Business Loan le sakte hai .

AXIS BANK BUSINESS LOAN se aap 50 lakh Tak ka loan le sakte hai .chahe aap self employe hai ya businessman hai.aapko loan mil sakta hai. Aur aap apne vyapar ko boost de sakte hai.

Paise ki tanhi aarthik tangi ki vajah se log apne business ko aage nhi le jaa paate aur kyi log apna business start karna chahte hai. Idea hone ke baavjood bhi paise ki Kami ki vajah se ve asmarth  ho jaate hai .

Toh Axis Bank business loan lekar apne vyapar ko shuru kar sakte hai. Iss article mein complete step by step tareeka btaya gya hai ki kis taraf se aap Axis Bank se business loan le sakte hai.

 

 

AXIS BANK BUISNESS LOAN REVIEW

AXIS BANK desh ka teesra sabse bda corporate jagat ka bank hai. Axis Bank saste Bayaj daro par vayapar shuru krne ke liye ya business ke liye loan deta hai.

Axis Bank Business Loan ke Antargat aap apne vayapar ko aage badhane ke liye nya vyapar shuru karne ke liye ya laghu ,madhyam udyog ke liye paiso ki zarurat hai aap machine part purje khareedna chahte ho uske liye aap aasani se loan le sakte hai.

FEATURES OF AXIS BANK  BUISNESS LOAN

FEATURES OF AXIS BANK  BUISNESS LOAN

  • ‌Collateral fee – Bina kisi personal ya business property ko girvi rakhe aapko vishesh loan mil sakta hai.
  • ‌Loan 50 hjaar se lekar 50 lakh Tak ka business loan le sakte hai .
  • ‌Flexible Loan Repayment Tenure
  • ‌Minimun documents ki need
  • ‌Fast Business Loan approval
  • ‌24*7 Business Loan le sakte hai.

 

AXIS BANK SE BUSINESS LOAN KE LIYE KITNA LOAN AMOUNT LE SAKTE HAI?

AXIS BANK SE BUSINESS LOAN KE LIYE KITNA LOAN AMOUNT LE SAKTE HAI?

AXIS BANK se agr aap Business loan lena chahte hai toh aapko apne business mein vistaar Karne ke liye ya nya vyapar shuru karne ke liye lesser 50 thousands se lekar 50 lakhs tak ka business loan mil sakta hai.

 

AXIS BANK BUSINESS LOAN INTEREST RATE 2022

AXIS BANK BUSINESS LOAN INTEREST RATE 2022

Baat kre Axis Bank Business Loan Interest Rate 2021 ki toh yeh 17% se start hai aur yeh 20% tak jaata hai.

Jab bhi humlog business loan lete hai sabse important factor interst rate hi hota hai jo ki decide karta hai ki loan lena chahiye ya nhi Islyi jab aap loan le tab aap interest rate ache se check kre.

 

AXIS BANK BUSINESS LOAN REPAYMENT TENURE

Agr aap Business Loan le rhe hai toh uska  loan repayment time flexible ho toh behtar rehta hai aur aapko bta de ki Axis Bank se Business loan lene par loan repayment Tenure minimum 1-3 saal tak Maximum 5 saal tak hai.

 

AXIS BANK BUSINESS LOAN PROCESSING CHARGES.

AXIS BANK BUSINESS LOAN lene par processing charges kul Business Loan amount ka 2% + Applicable Charges hai.

 

AXIS BANK SE BUSINESS LOAN KIN KIN LOGO KO MIL SAKTA HAI?

AXIS BANK SE BUSINESS LOAN AGR LENA CHAHTE HAI – agr aap chhote vyapari ya madhyam vyapari ya bade vyapari hai ,apan vyapar badhaana chahte hai ya nye sire se vyaapar ko shuru karna chahte hai ya kisi machinikarn chiijo ko khareedna chahte hai ,shop , retailer, shop ,mall etc ke liye axis Bank se Business loan le sakte hai.

Must Read -: ( TVS CREDIT SAATHI TWO WHEELER LOAN APP ) Urgent 2 Lakh Adhaar se TVS CREDIT SAATHI TWO WHEELER LOAN

AXIS BANK BUSINESS LOAN REQUIRED CIBIL SCORE

CIBIL SCORE 750 tak ya upar hoan chahiye.

Must Read -: GOOGLE PAY SE LOAN KAISE LE? GOOGLE PAY PERSONAL LOAN

AXIS BANK BUSINESS LOAN ELIGIBILITY CRITERIA

  • ‌Age kam se kam 21 years ki honi chahiye & Maximum age 65 years tak .
  • ‌Annually turnover 30 lakh Tak hoan chahiye.
  • ‌Aapke business ka sthaayi pta hona chahiye ya aapka business pichhle 24 months se sthayi location par hoan chahiye.
  • ‌Indivial ke liye minimum income proof 2 years ka 2.5 lakh ITR ke according hona chahiye.
  • ‌NON INDIVIDUAL ke liye Minimum income proof last 2 years ka 3 lakh ITR ke according hona chahiye.

 

REQUIRED DOCUMENTS FOR AXIS BANK BUSINESS LOAN

  1. KYC documents ke roop mein PAN card/ Adhaar card/ Voter ID card/ Driving licence/Passport.
  2. Duly Filled in Application form aur iss application par loan lene vale ka sign hona chahiye.
  3. Zaruri Financial document.
  4. Pichhle 6 months ka Bank account Statement
  5. PAN card/ form 60
  6. Buisness proof Dena hoga

Must Read -: CANARA BANK GOLD LOAN 2022: CANARA BANK GOLD LOAN KAISE LE?INTEREST RATE

AXIS BANK BUSINESS LOAN FORECLOSURE CHARGE KITNA DEGA HOGA

NIL

AXIS BANK BUSINESS LOAN APPLY ONLINE

AXIS BANK BUSINESS LOAN APPLY ONLINE

STEP 1. Axis Bank se Loan apply karne se pehle .Aap axis Bank dawara Business Loan offer aur vibhin prakar ke loan ko compare karke check kar le.

STEP 2. Comparison ke baad Axis Bank se jis loan ko aapne chuna hai .uska form fill up kijiye zaruri documents ke sath uske saath submit karna hoga

STEP 3. Iske baad Bank aapki fill kiye gye form ko verify krega iske baad voh approval dega.

STEP 4. Jab aapka Axis Bank Business Loan approved ho jata hai . Tab Axis Bank kuch hi time ke bad aapke dwara diye gye account mein paise transfer kar dega.

AXIS BANK BUSINESS LOAN CUSTOMER CARE NUMBER

  • Start -up Banking Toll Free : 1800 -209- 5577, 1800- 103- 5577
  • E mail: startupbanking@axisbank.com
  • Retail Phone Banking1860-419-5555, 1860-500 5555
  • Agri and Rural     1860-103-5577

Must Read -: SBI NEW CAR LOAN APPLY ONLINE | INTEREST RATE |

CONCLUSION

AXIS BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LEN|

AXIS BANK BUSINESS LOAN | dosto iss article mein humein btaya ki Axis Bank se Business Loan kaise le sakte hai aap agr humari yeh mehnat aapko pasand aayi hai toh iss post ko share zarur kre.

About bankofloan

Check Also

Axis Bank Two Wheeler Loan कैसे लें? Axis Bank Two Wheeler Loan इंटरेस्ट रेट 2024

Axis Bank Two Wheeler Loan कैसे लें? Axis Bank Two Wheeler Loan इंटरेस्ट रेट 2024

Axis Bank Two Wheeler Loan भारत में दोपहिया वाहन परिवहन का एक प्रमुख साधन है। …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *