GOOGLE PAY SE LOAN KAISE LE? GOOGLE PAY PERSONAL LOAN
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
Google pay se loan kaise le sakte hai: Present time mein Google pay ek sabse popular mobile application hai jiske madhyam se aap money transfer, Electricity bill ,fast payment, insurance payment, loan repayment karne jaisi kyi type ki suvidha kaa laabh ek hi application mein prapat kar sakte hai .
Kabhi kabhi humein apne daily expenses ko pura karne ke liye bhi humare paas paise maujood nhi hote , aise mein hum banks ka sahara lete hai ,jab hum Bank se loan lene ke baare mein sochte hai toh humein lagta hai ki vhan par documents verification aur other information ke liye banks ke kyi sare chakkar kaatne padhenge jo ki ek boht lengthy process hai agr aap Turan loan Lena chahte hai toh aise mein GOOGLE APY ek behtareen option saabit ho sakta hai kyuki yahan par aapko kayi saari NBFC company ko loan application mil sakti jaati hai jinse aap turant loan le liye aavedan sirf adhaar card,pan card aur ek selfie ko upload karke le sakte hai yahan par loan lene ke liye aap credit score check kiya jata hai jiske adaar par hi aapko credit limit offer ki jaati hai.
Agr aap instant loan Lena chahte hai toh aise mein Google Pay ek behtareen option saabit ho sakta hai kyuki yahan par aapko kyi saari NBFC company ki loan application mil jaati hai jinse aap turant loan ke liye apply sirf adhaar card pan card ya selfie upload karke laon le sakte hai .yahan par loan lene ke liye credit score check kiya jata hai jiske adhaar par hi aapko credit limit offer kiya jati hai.
Yahan par humnein iss article ke madhyam se Batya gya hai Google pay se loan kaise liya jaa sakta hai , Google pay se loan kaise milega,Google pay loan lene ke liye kyaa karna hoga etc other information ke bare mein vistaarpurvak batay jata hai toh iske liye aap iss article ko starting se lekar last padhe .
ADVERTISEMENT
GOOGLE PAY SE LOAN KAISE LE
ji haan dosto aapne sahi suna ,ab aap Google Pay app ke zariye personal loan ke sakte hai , toh abhi hum aapko Google Pay se Judi sabhi information jaise Google Pay se loan kaise le , jaise Google Pay se loan kaise le , loan ke liye , kin kin documents ki need hogi , kitne dino ke liye loan milta hai, kitna interest rate leta hai, kya iss mobile application se Bank mein paise transfer kar sakte hai , iske alawa hum iss loan se Judi important information bhi pradan karenge.
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
GOOGLE PAY KYA HAI ?
Google pay ek UPI Payment, Recharges ,Pay Bills payment ke liye sabse surakhshit mobile application hai kyuki yahan par aapko Google ki security milti hai .
Iske alawa yeh mobile application logo ki zindagi ko behtar karne ke liye kyi tarah ki suvidhaaye bhi praadaan karti hai jaise ki aap ghr se hi kisi ko bhi paise bhej sakte ho aur le sakte ho, electricity bill bhar sakte hai yeh sab kaam ghr bethe kar sakte hai.
Also Read -:
Amazon Pay Later Loan Kaise Le, अमेज़ॉन पैलटर लोन कैसे ले ?
SBI LIFE INSURANCE KYA HAI |SBI LIFE INSURANCE DETAILS, APPLY , POLICY
FlexSalary Instant Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate | Review
Fibe Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate | Review |
PaySense: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate |
GOOGLE PAY SE LOAN KAISE LETE HAI
Present time mein puri duniya mein Google pay app ke 140 crore se bhi zyda users hai aur har roj iss mobile application par 1 million se bhi zyda transaction hoti hai , yeh ek surakshit mobile application hai jo RBI aur NBFC dwara approved hai.
Agr aap ki age 18 saal se zyda hai aur aapke pass valid Documents hai toh tab aap aise mein Google Pay se 100000 rupees Tak ka personal loan le sakte hai .
Iss app ko Google pay store par 4.4 rating mili hai aur 500,000,000 se bhi zyda logo ne iss app ko download Kiya hai .iss article ke madhyam se hum aapko Google Pay Loan kaise le sakte hai .iss bare mein btayenge.
GOOGLE PAY SE LOAN KAISE LETE HAI .
Jaise ki aap sabhi ko pta hoga ki Google pay ka koi finance company ke sath partnership hai isliye,Google Pay Loan khud se nhi deta hai ,balki apni sanjhedaar company ke sath milkar loan Dene ki suvidha deta hai .Ab aapko pta chal gya hoga Google Pay se Loan kaise milta hai.
GOOGLE PAY LOAN ELIGIBILITY
GOOGLE PAY PERSONAL LOAN Lene ke liye aapko following criteria follow karan hoga.
- Applicant ki age 21 years se zyda honi chahiye.
- Applicant Indian hona chahiye.
- Apke pass Bank statement hona zaroori hai.
- Aapke paas adhar card se link ek mobile number hoan bhi zaruri hai.
- Apke pass ek active bank account hona chahiye.
- Aapke paas KYC documents hone chahiye jaise ADHAAR card,pan card
- Documents ya toh PDF, JPG , ya PNG format mein hone chahiye jiska size 2MB se kam hona chahiye.
GOOGLE PAY LOAN REQUIRED DOCUMENTS
- PAN CARD
- AADHAR CARD
- PRESENT TIME PROOF ( ELECTRICITY BILL, RAASHAN CARD)
- PICHLE 3 MAHINE KA BANK STATEMENT
- EK SELFIE
GOOGLE PAY SE LOAN KAISE LE
Agar aap Google Pay se loan lena chahte hai toh aapko Google Pay app ko download karna hoga aur phir apne mobile number se registeration karni hogi .Loan ke liye aapko Loan section par kuch application pahele phir maujood hoti hai jaise Money View ,Payme India etc other.
Ab aapko inn loan application mein se kisi bhi ek app ko chunn lena hai. humein yahan par money view loan application ka use kiya hai jiske baare mein humne neeche step by step process bataya hua hai:
Google Pay Se Loan Kaise Milega Apply Online
Google pay loan apply karne ke liye sabse pehle applicant ke paas ek smartphone aur internet connection hona zaroori hai iske alawa adhaar card se link mobile number bhi tabhi applicant loan ke liye aage ka process kar sakega.
STEP 1. Sabse pehle humein Google Play Store se Google Pay app ko install karna hoga.
STEP 2. Ab apne mobile number se registeration complete kare.
STEP 3. Ab search box mein loan likh kar search kare.
STEP 4. Ab money view application ko select kre .
STEP 5. Ab money view ka option of open ho jayega Jahan par aapko get started pe click karna hai.
STEP 6. Ab check Eligibility par click kre.
STEP 7. Ab Aapko kuch Pani information yahan fill kre jaise Name , Address and personal detais.
STEP 8. Iske baad ab aapko apne hisaab se Select Your Plan ko choose karna hai.
STEP 9. Next sabhi documents ko upload karna hai.
STEP 10. Ab laon approve hone tak wait kre , jaise hi loan approve ho jata hai .yeh raashi aapke dwara btaye gye bank mein transfer kar di jaati hai .
STEP 11. Approval Milne ke baad aapko instant Loan bank account mein mil jayega.
Uprokat bataye gye steps ko agr aap follow karte hai toh aap phir aasani se Google par mobile application ka use karke ghr bethe sirf Adhaar card and Pan card ke alawa aapne 6 months ka bank statement kd money view loan application par upload karke Rs. 1000- 20000 ka loan turant pa sakte hai loan verification ke liye aapko apni ek selfie bhi upload karni hogi
GIGGLE PAY SE AAP KITNE BAYAJ DAR TAK KA LOAN LE SAKTE HAI?
GOOGLE PAY loan lete time jis company se aapke loan ke liye apply Kiya hai vahan par aapko sabhi details dikhayi degi ,agr aapne Money View App se le liya hai toh aapko interest rate (1.33% – 39% Annually) Bayaj dar par le sakte hai.
GOOGLE PAY LOAN KITNE DAYS KE LIYE DETA HAI ?
Google pay loan lete time jis company se aapne loan ke liye apply Kiya hai vahan par aapko sabhi detail dikhayi degi,agr aapne Money View app se le liya hai toh aapko loan ko jma karvane ke liye 3-5 months tak ka time milega
WHY GOOGLE PAY LOAN?
- Google pay app se loan isliye lean chahihye,kyuki yeh ek surakshit mobile application hai jiske madhyam se aap loan ki Repayment bhi Asani se kar payenge.
- yeh aapko instant approval ke sath loan pradaan karta hai
- kewal digital KYC se loan le sakte hai.
- Bina paper work ke loan mil jata hai.
- Loan le sath aap paise transfer DTH recharge aur bhi other suvidhaaye pradaan karta hai.
GOOGLE PAY LOAN KAISE DETA HAI?
Google pay loan Dene ke liye kuch NBFC loan application ke sath milkar personal loan Dene ki suvidha deta hai Google par asal mein loan nhi deta balki kuch loan application ke sath partnership karke loan Dene ke offer praadaan karta hai Google par personal loan Dene ke liye sirf ek madhyam ka kaam karta hai yahan par humein unn loan application ke naam btaye hai jinse Google Pay par loan liya ja sakta hai.
- Early Salary
- Payme India
- Iffle loans
- Prefer Loan
- Zest money
- CASHe
- 7.Money view
- Insta Money
GOOGLE PAY LOAN KAHAN USE KAR SAKTE HAI
Google Pay Loan ka use following works ko pura karne ke liye kar sakte hai jo ki iss prakar hai.
- online Bhugtaan ,Bill payment, Recharge ke liye kar sakte hai.
- Apne personal needs ko pura karne ke liye travelling ke liye
- Marriage Family functions ke liye.
- ONLINE SHOPPING krne ke liye
- Cashback Kamane ke liye.
- Bike ,Car ki EMI bharne ke liye.
- Insurance policy ka bhugtaan karne ke liye.
GOOGLE PAY LOAN CUSTOMER CARE NUMBER
Agr aapko loan jma kraaneje liye kisi type ki problem aa jati hai toh aap Google Pay ke customer care se baat kar sakte hai jo 24/7 uplabdh hai. Iske saath hi aap email ke madhyam se bhi pani problem ka hal paa sakte hai.
Agr aapne Google Pay personal Loan lete time aapne money view app ko chuna hai toh aapko money view ke customer care se baat karni hogi jiske number iss prakar hai .
MONEY VIEW CUSTOMER CARE NUMBER: 080 4569 2002
GENERAL QUERIES: feedback@moneyview.in
LOAN QUERIES: loan@moneyview.in
ADVERTISEMENT
Sanjay
500000
Please give me maony
I need this loan
suryumnam202w@gmail.com
My email suryumnam202w@gmail.com
akhtarsoyeb109@gmail.com
Urajnt loan application pls
aniketraja7282981761@gmail.com
a74395940@gmail.com
Nager Lal Bazaar
Cooch Behar