SBI SimplySAVE Credit Card Kaise Le | Apply Online & Benefits |
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
SBI SimplySAVE Credit Card SBI Bank ke dwara issue Kiya Gaya ek bahut hi achcha entry level credit Card hai. Ismein aapko 499 ki annual fees lagai jaati hai. Card holder ko ₹2000 ka bonus Diya jata hai welcome gift jo ki ₹500 ki takriban equivalent hota hai. Is tarah se aapko joining fees wapas hi mil jaati hai. Agar aap is credit card ki madad se 1 sal ke andar ₹100000 kharch kar dete Hain to aapko jo membership fees Deni Hoti hai vah waived off kar di jaati hai.
Also Read -: HDFC ERGO Health Insurance Kaise Le | Types & Benefits ?
SBI SimplySAVE Credit Card Highlights
- Agar aap card activation ke sath din ke andar andar ₹2000 spend kar dete Hain to aapko 2000 RPS bonus milenge jinki ₹500 hogi.
- Aapko har ₹100 ki spend per 1 Reward Point Diya jaega
- Aapko yah reward point 10 times jyada milenge agar aap inko movies, dining, grocery categories and departmental stores mein spend karenge.
- Aapki yahan per annual fees revers kar di jayegi agar aapka ek sal ka expenditure ek lakh rupya hoga.
- Aapko yahan per 1% ka fuel surcharge waiver mil Gaya jaega.
SBI SimplySAVE Credit Card Rewards and Benefits
- Aapko yahan per welcome benefit dekhne ko milte Hain jismein aapko 2000 reward points diye jaate Hain jinki work ₹500 hoti hai jo aapko pahle 60 days mein ₹2000 spend karne per milte Hain.
- Yahan per aapko ek record point sau rupaye ki spend per mil jata hai
- Zero liability protection ki baat Karen to agar aapka yah credit card gayab ho jata hai to aapko Bank ko jaldi se jaldi inform kar dena hai.
Also Read -: IDFC FIRST Classic Credit Card Kaise Le? BENEFITS & REVIEW
SBI SimplySAVE Credit Card Fees and Charges
- Yahan per aapko ₹499 ki joining fees lagai jaati hai.
- Yahan per aapko ₹499 ki renewal fees bhi lgayi jayegi.
- Aapko yahan per rewards redemption fees bhi dekhne Ko mil jaati hai jo ki aapko ₹99 ki lgayi jati hai.
- Aapko foreign currency markup ke taur per 3.5% charge lagaya jaega.
- Interested aapko yahan per 3.50% prati month lagaya jaega jo ki annually 42% ka hota hai.
- SBI SimplySAVE Credit Card mein aapko 2.5% ki cash advance charge Dena hota hai.
- Add on card fees aapko yahan per Nil lagai jaati.
ADVERTISEMENT
Also Read -: Axis Bank Vistara Credit Card Apply Online | Benefits | Eligibility |
SBI SimplySAVE Credit Card Eligibility Criteria
- Is credit card ko lene ka process sabke liye sem nahin hai agar aap salary hai to aapke liye iski eligibility criteria thodi alag hai aur agar aap self employed hai to aapko yahan per alag eligibility criteria dekhne Ko mil jaati hai. Aur jo factors aapki eligibility ko influence karte hain unmen aapki age, aapki masik aay aur aapka credit histry matter karta hai.
- Agar aap salary hai to aapki age 18 sal se lekar 65 sal ki honi chahie aur aapki income ₹20000 per month honi chahie.
- Agar aap self employed hai to aapki age 21 sal se lekar 65 sal ke bich mein honi chahie aur aapki salary 20000 per manth honi chahie.
Also Read -: Loan Resource App Se Loan Kaise Le | Loan Resource App 2022 |
ADVERTISEMENT
SBI SimplySAVE Credit Card Documents
- Yahan per aapko identity proof ke taur per voter ID card pan card driving licence Aadhar Card aur passport inmein se kisi bhi documents ka istemal kar sakte hain.
- SBI SimplySAVE Credit Card mein adress proof karvane ke liye aapko Aadhar Card ration card passport aur driving licence ka use karne ka mauka mil jata hai.
- SBI SimplySAVE Credit Card mein aapko income proof ke liye aapko latest bank statement latest salary slip Deni hoti hai.
ADVERTISEMENT
SBI SimplySAVE Credit Card ke liye Apply Kaise Karen?
- SBI SimplySAVE Credit Card ke liye aap online aur offline donon tarike se aavedan kar sakte hain. SBI SimplySAVE Credit Card ke liye offline apply karne ke liye aapko SBI branch mein jana hai aur vahan per branch executive aapko ek physical application form provide karke denge jisse aapane bharna hai. Aapko jo form Diya jaega aapane usko carefully bharna hai and submit kar dena hai.
- Is card ke liye online apply karne ke liye aapko SBI cards ki official website per chale jana hai
- Jahan per aapko Apply Now ke section per click karna hai.
- Fir vahan per aapko sabhi prakar ke cards dekhne Ko mil jaenge.
- Aapko SBI SimplySAVE Credit Card select karna hai and apply now per click kar dena hai.
- Fir aapke samne ek application form aaega jisko aapane bharna hai aur submit kar dena hai.
Also Read -: FairMoney Loan App Se Loan Kaise Le | FairMoney Loan App Review | Download
SBI SimplySAVE Credit Card Credit Limit
Vaise to SBI Bank ke dwara abhi kisi bhi prakar ki credit limit simply SAVE credit card mein nahin batai gai hai. Yah credit limit alag person ke hisab se alag-alag vary kar sakti hai. Yah credit limit basically aapke pichhle payment behaviour and credit history per depend karti hai. Yahan per aapko expectation se kam credit limit bhi mil jaati hai aur expectation se jyada credit limit bhi mil sakti hai. Aur agar aapko lagta hai ki aapko SBI SimplySAVE Credit Card mein kam credit limit Mili hai to aap inki customer care ko visit karke Apne limit badha sakte hain. Lekin hamari aapko yahi advice rahegi ki Apne credit limit ko high karne se pahle aap SBI SimplySAVE Credit Card ko 6 mahine ke liye responsible tarike se use Karen taki Bank bhi aap per trust kar sake aur aapko higher credit limit provide kar de.
Aap inhen message bhi kar sakte hain SMS INCR XXXX jise aap 5676791 yhan pe XXXX aapke credit card ki last 4 digits denote karte aaye.
Also Read -: Amazon Pay Later Loan Kaise Le, अमेज़ॉन पैलटर लोन कैसे ले ?
SBI SimplySAVE Credit Card review
To doston hamare hisab se koi bhi Aisa credit card jo aapko Keval 499 ki annual fees per shopping benefits deta hai vah aapke liye bahut hi achcha credit card hoga jo credit card pahli bar use karne Wale Hain. Shopping se hatkar yah card aapko reward points bhi deta hai jinhen aap movies ke dauran istemal kar sakte hain. Halanki agar aap online shopping karna jyada pasand karte Hain to aapke liye SBI Simply Click Credit Card bahut jyada faydemand rahega jiske related aap hamara article padh bhi sakte hain.
To aaj ke liye itna hi agar aapko aur bhi CREDIT CARD ke bare mien jakari chahiye, to apa hmari website mein diye gye Credit Cards se ye information le sakte hai.
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT