Ring Loan App Se Loan Kaise Le? Full Detailed Apply Process
Get ₹5 Lakh In 2 Minutes
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
Ring Loan App
ADVERTISEMENT
Ring Loan App ek loan dene wala application hai jahan se aapko NBFC ki madad se personal loan mil sakta hai. Aapko loan bohot jaldi mil sakta hai, aur Ring Loan App ke zariye yeh loan aapko kuch hi minute mein mil sakta hai. Yeh loan 24*7 mil sakta hai aur poori tarah se digital hai. Ring Loan App ka process bhi bohot tezz hai.
Fibe Loan App से लोन कैसे लें? Fibe Loan App Review 2024
Aapko Ring Loan App se loan kaise mil sakta hai? Yeh loan kitne interest par mil sakta hai? Ring Loan App se loan kitne samay ke liye milega? Yeh sab jaankari aaj ki is post mein hum aapko denge, toh aap is post ko akhir tak zaroor padhein.
RapiMoney Loan App से लोन कैसे ले ? RapiMoney Loan App Review 2024 |
Loan Amount | ₹10 हज़ार से ₹5 लाख |
Interest Rate | 10% से 24% |
Tenure Rate | 3 महीने से 24 महीने |
Processing Fees | 4% tak ka processing fee & ₹50 initiation fee |
ADVERTISEMENT
Ring Loan App Loan Amount
Agar aap Ring Loan App se loan lena chahte hain toh aap ₹10,000 – ₹5 Lakh tak ka personal loan le sakte hain.
ADVERTISEMENT
Ring Loan App Interest Rate
Ring Loan App aapko 3.8% per month interest par loan deti hai. ye interest rate puri trah se customer ki credit limit par depend krta hai.
Ring Loan App Tenure Rate
Ring Loan App se aapko loan 3 mahine se 36 mahine ke tenure ke liye mil sakta hai. Yani aap maximum 3 saal ke liye yhan se loan le sakte hai.
Ring Loan App Processing Fees
Ring Loan App se loan lete waqt ₹500 se ₹1,000 tak ki processing fee lagayi ja sakti hai, jo aapke loan amount aur tenure par depend karti hai.
Ring Loan App Example
Agar aapko is application mein ₹10,000 ka loan milta hai aur 18% ke saal dar par interest lagta hai aur yeh loan 3 mahine ke liye liya jata hai, toh aapko jo amount wapas karni hogi woh ₹10,450 hogi aur APR banega 27.54%.
Ring Loan App se loan kaise le?
- Sabse pahle aapane Ring Loan App ko Play Store se download karna hai.
- Is bar aapane ‘Get Started’ par click karna hai.
- Fir aapane, doston, apna mobile number enter karna hai.
- Iske baad aapane jo mobile number dala hoga us par ek OTP aayega, jo aapko bharna hai.
- Fir doston, aapane apni basic details dalni hai — jaise first name, last name, father’s name aur email ID. Ek baat ka dhyan rakhenge: jo email ID aap bharenge, uspe aapko ek verification link bheja jaega. Verification ke liye aap wahi email ID den, jo aapke phone mein accessible ho.
- Aapane apni date of birth enter karni hai.
- Fir doston, yahan par aapane apna gender aur marital status enter karna hai.
- Aapko last mein ek option milega ki kya aap WhatsApp ke through notifications chahte hain. Aap is option ko choose kar sakte hain aur fir ‘Proceed’ par click karenge.
- Iske baad, aapane app ko sari permissions deni hai.
- Fir aapko Digilocker ki madad se apne Aadhar Card ko yahan par fetch karna hai.
- Iske baad yahan par aapane apna Aadhar number dalna hai aur fir captcha code bharna hai.
- Iske baad jo Aadhar Card ka number aapne dala hai, usse linked mobile number par ek OTP aayega, jo aapko bharna hai. Fir aapane 6 digit ka security PIN dalna hai. Fir aapne DigiLocker ko permission deni hai ki vo aapki basic personal details is app ke saath share kare.
- Doston, jo bhi documents hain, unhe DigiLocker ki madad se verify kiya jayega, aur aapka Aadhar Card yahan par puri tarah se verified ho chuka hoga.
- Ab aapko apni selfie upload karni hai aur fir aap proceed par click karenge.
- Iske baad aapko apni income ki details deni hai.
- Income details mein, sabse pehle aap apna employment status bataenge (jaise salaried ya self-employed), fir apni annual income aur loan ka purpose batana hai. Yeh sari information bhar kar, aap ‘Continue’ par click karenge.
- Fir aapke liye ek special loan offer generate kiya jaega.
- Aur fir, aapki eligibility ke hisaab se jitna bhi loan aapko mil sakta hai, vo display ho jayega.
- Iske baad aapane apni bank details add karni hai, jis bank account mein aap loan amount credit karwana chahte hain.
- Iske baad doston, aap ‘Transfer Now’ button par click karenge aur fir loan ki amount seedha aapke bank account mein credit ho jayegi.
- Is tarah se aapko yahan par loan bahut aasani se mil sakta hai.
Agar main kuch tips ki baat karu, toh yahan par agar aap loan lena chahte hain, toh aap apna address Aadhar Card ke according bharen aur sign-up ke waqt wahi mobile number use karein jo Aadhar Card mein registered ho. Yeh chote tips loan approval ke chances badha sakte hain.
Aur kuch cheezen avoid karni chahiye, jaise ki jo bhi bank account aap use karenge vo usi vyakti ka hona chahiye jis vyakti ke naam se aapne loan apply kiya hai.
Aaj aapne jaana ki Ring Loan App se kitna loan mil sakta hai, kitne interest par loan diya jata hai, kitne samay ke liye loan milta hai aur kaise apply karein. is app ke loan options aur unke charges ko achhe se samajhna zaroori hai, taaki aap informed decision lein.
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT