Loan Resource App Loan kaise le ?
Loan resource app 2022: dosto loan ke liye vibhin prakar ke apps Market mein uplabdh hai .Bhaut sare app online loan ki suvidha uplabdh krate hai .haal hi mein aapne akhbaar aur T.V ke ads par dekha aur suna hoga ki online ghr bethe loan prapat kar sakte hai.
Vese toh market mein vibhin online loan Dene vale app ahi maujood hai .Magar aaj hum aapko ek aise app ke bare mein btayenge jisse aap bahut aasani se ghr bethe hi 10 mint ke time mein loan prapat kar sakte hai. ho sakta hai ki aapne iss loan app ka naam pehle bhi sun rakha hai .
Haal hi ke dino mein iss loan ne khoob Lokpriyata haasil ki hai .iska main reason yhi hai ki yeh loan apne graahako ko 10 mint mein online loan Dene ki suvidha pradaan krata hai .Aaayein jaanta hai : iss loan app ke bare mein.
Also Read -: DigiMoney Finance Loan App Se Loan Kaise Le | Review |
Loan Resource App
Aaj ke iss article mein hum baat krne vale hai load Whatsapp ke baare mein yeh app apne users ko matra 10 mint online loan pradaan krata hai .dosto agr aap Bhaartiye naagrik hai aur aapki age year 18 se zyda hai toh aapko kisi bhi aarthik zarurat ke liye aapne dosto ya rishtedaro se paise maangne ki zarurat nhi hai.
Kyuki ab aap 5 mint ke andar hi online loan prapat kar sakte hai. Yeh sambhav ho paaya hai , loan resource app ki help se .yeh loan app aapko minimum documents karyevaahi ke adhaar par loan pradaan kar sakte hai.
Yeh loan app aapko loan ko chukta karne ke liye bhi ek lambi avdhi ka time pradaan krata hai aap iss loan ko 90 days se lekar maximum months tak mein kishtoh ke roop mein chukta kar sakte hai.
Dosto aayie jaante hai loan resource app ke bare mein other sabhi information jaise ki loan returns app se loan prapat karne ke liye kya kya elligibilty criteria hota hai ? Sath hi sath hum yeh bhi janege ki iss loan app ke madhyam se aap kis prakar se laon lene heto aavedan kar sakte hai ? Iske alawa hum necessary documents ke bare mein bhi information prapat krenge ? Sath hi sath hum iss app ke dwara li jaane vali Bayaj daro ke bare mein bhi vistaarpurvak information prapat krenge? Aayie jante hai step by step sabhi pehluoo ke bare mein .
Also Read -: SMARTCOIN APP SE LOAN KAISE LE ? SMARTCOIN APP SE PERSONAL LOAN KAISE LE ?
Loan Resource App kaise download kare?
- Dosto aaj baat krte hai Loan resource app 2022 ko download karne ke bare mein. Aayie jaante hai loan resource 2022 ko aap kaise download kar sakte hai .
- Iss app ko download karne ke liye sabse pehle aapko google play store par Jna hoga.
- Google play store Apr jane ke baad aapko search bar mein loan resource app 2022 search krna hoga.
- Yahan par aapko Loan resource saaf dikhayi dega .ab aap iss app ko install kre iske baad yeh app aapke mobile phone mein download ho jayega .ab aapko ismein log in karna hoga.
- Log on karne ke liye aapse aapka mobile number pucha jata hai aur iss App par ek OTP verification ke liye aayega.
- Aap yeh chhoti si process karne ke baad app panjikarit ho sakte hai.
- Aap iss post ko apne mobile phone mein download kar sakte hai. Ab aap iss app ko help se hi online Ghar bethe loan prapat kar sakte hai.
Also Read -: Bharat Pe Loan Kaise Le?Bharat Pe Loan eligibility ,Details,Customer care number , Interest Rate etc?
How to log in on Loan Resource App?
- Dosto ab tak humein jaana ki iss app ko kis prakar se Google Play Store se download Kiya jaa sakta hai. Ab hum iss app mein log in karne ke bare mein janenge.
- Jaise ki humein aapko pehle btaya ki sabse pehle toh aapko iss app ko Google Play Store se download karna hota hai
- Download ho jaane ke baad ke baad aapko iske software ko apne cellular phone mein set karna hoga.
- Ab aap apne mobile phone mein iss app ko open kre.
- Jab aap yeh sari permission iss app ko dede toh iske baad aapko next button ka option dikhayi dega.
- Ab aap iss next button ke option ko choose kre.
- Yeh sab process puri karne ke baad aapko apna mobile number ke madhyam se iss app mein Register karna hota hai.
- Jab aap apne mobile number ko register karte hai toh iske liye aap ko mobile number par ek verification otp bheja jaata hai .
- Iss OTP ko darj kar kar aap apne verify hone ki pushti kre.
Also Read -: RBL BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE?-RBL BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE | RBL BANK BUSINESS LOAN APPLY
Loan Resource App 2022 Se loan
- Dosto jaise ki aapko pta hai koi bhi government ya Private bank loan Dene se pehle kuch niyam aur sharto ko pura karvata hai .Agr aap inn rules aur conditions ko pura karne mein saksham nhi hote hai toh aapki loan application reject kar di jati hai.
- Isliye hi humko loan lene ke liye aavedan karne se pehle hi loan ki elligibilty ke bare mein jaan Lena chahiye. Dosto aayie jante hai , loan resource app 2022 se loan lene ke liye aapko kon kon important elligibilty criteria ko pura karna hota hai .
- Iss app ke madhyam se sirf Bhartiye Nagriko ko hi loan diya jata hai.
- Applicant ki age Minimum 18 years honi chahiye aur maximum 60 years ho.
- Yeh baat khaas dhyaan dene yogay hai ki aapko loan tabhi Diya jayega ,jab aap ke paas koi rozgaar hoga.
- Iske liye aapko apni Sallery slip ya phir svamitav dena hota hai.
Also Read -: Federal Bank Home Loan Kaise Milega | Federal Bank Home Loan Interest Rate |
Loan Resource App 2022 loan lene ke liye aapko kin kin important documents ki need hoti hai.
- Jab bhi aap kisi bhi bank se loan lete hai toh aapko loan lene ke liye kuch important documents ki need toh padhti hi hai .Agr aapke paas necessary documents nhi hote toh Aise mein aapka loan lena bhi sambhav nhi hota.
- Aayie dosto jaante hai loan resource app se loan lete time aapko kin kin important documents ki need hoti hai .
- Loan resource app loan lene ke liye sabse pehle toh aap ke paas adhaar card hona necessary hai.
- Sath hi sath aapke paas pan card bhi hona zaroori hai.
- Iske ilawa aapko apna nivaas sthaan prmaan Patra bhi chahiye hota hai.
- Aapko apni Bank details bhi share karne hote hai.
- Aapke paas hai inme se koi documents nhi hai toh aap use jaldi hi banva le nhi toh aapko loan lene mein dikaat hai sahmne aayenge.
Also Read -: Home Credit Loan App Se Personal Loan Kaise Le | Review, Interest Rate |
Loan Resource App 2022 se kitni rashi tak ka loan leya jaa sakta hai aur iss app ke dwara di jane vali raashi adhiktam kitni hoti hai.
Dosto ab hum baat karte hai resource ke madhyam se di jaane vali raashi ke bare mein yeh apne customers ki har chhoti se lekar badi needs ko khyaal rakhte hue loan raashi uplabhd krata hai .
Also Read -: Flipkart Pay Later Charges, Apply , Advantages & Disadvantages
Aap apni needs ke according iss online platform se Rs.1000 se lekar maximum Rs.200000 tak ka loan prapat kar sakte hai .Loan raashi aapko 1.5 months se lekar maximum 15 months ke liye di jaati hai .Iss 15 months tak ki avdhi ke dauraan aap kabhi bhi apna loan chuka sakte hai .
Also Read -: LTCASH LOAN APP SE LOAN KAISE LE MOBILE SE
Loan Resource App 2022 mein KYC kaise kre?
- Dosto aaj ke iss article mein ab hum janenge ki iss app mein LYC kaise kre kyuki kisi bhi loan lene vale app mein humko KYC ki zarurat padhti hai . KYC karne ke liye kuch important documents chahiye hote hai.
- Jaise ki PAN CARD , ADHAAR CARD, BANK ACCOUNT aur ek photo ke sath sath aapka adhaar card se aapka mobile number bhi link hona chahiye.
- Iss app mein KYC karne ke liye sabse pehle aapko iss app ke mukhya page par jna hai.
- Jahan par aapko KYC ka option dikhayi dega ab aapko KYC option par click krne ke baad apni email ID fill karni hogi.
- Iske baad aapse aapke kaam ke bare mein pucha jayega.
- Agr aap ek student ho toh aapko apni student ID ka photo upload karni hogi.
- Iske baad aapko apne Adhaar card ka number darj karna hoga aur adhaar card ki dono aur se photo bhi upload karni hogi.
- Iske baad aapko pan card ka number darj karna hoga aur sath mein hi apna bank account number and IFSC code ki Information deni hoti hai.
- Iske baad aapko apna ek photo aur signature upload karna hoga kyuki iss app ke madhyam se loan lene ke liye aapko digital Signature ki bhi need hogi.
- Ab aap apne form ko dobara se achi trh se padh le taa ki koi galti ho toh use aap sab kar ske agr aapke dwara bhari gyi information sahi hai toh use final submit karde .Yeh sab process hone ke 24 hours ke baad loan resource 24 hours ke Antargat aapko KYC kar deta hai .Iss type se aap is app mein apni KYC kar sakte hai.
Loan Resource App se loan kaise le
- Dosto agr aap loan resource app se online loan praapat karna chahte hai toh uske liye aapko sabse pehle aapko iss app mein apni KYC verification karna hota hai. Agr aapka KYC verification ho chuka hai toh iske 24 hrs baad aap loan Resource App se loan praapat kar sakte hai.
- Sabse pehle toh aapko laon resources app open karna hoga jaise hi aap iss app ko open krenge toh aapko iske mukhya page par hi loan lene vala option dikhayi dega .Iss loan lene vale option par click kre
- Khin aap loan lene vale option par click krenge toh iske baad aapko aapke liye Savikrit raashi aur uss par kiya jane vala Bayaj % ki bhi saari information aa jayegi.
- Pegli baar mein aap sirf loan resource app ke madhyam se rs.1000 tak ka hi loan le sakte hai .Loan lene ke liye aapko Rs .1000 vale option pr click karna hoga .Iss option par click karne ke baad aapko apni bank details sajha karni hoti hai.
- Bank ki information darj karne ke baad loan raashi sirf 1 hour ke andar loan resource app ki taraf se aapke bank account mein transfer kar di jaati hai.
- Darasal yeh loan app aapne customers ko vishvaas ke adhaar par loan deta hai.sabse pehle aap iss rs1000 ka loan le sakte hai agr aap iss time rehte hue chukta krenge toh iske baad aapko Rs 2000 ka loan option mil jayega.
Also Read -: Amazon Pay Later Loan Kaise Le, अमेज़ॉन पैलटर लोन कैसे ले ?
Loan Resource App 2022 Loan Interest Rate
Dosto kisi bhi loan ka sabse important pehlu uski Bayaj dar ek hi hoti hai Jab bhi hum kisi loan ko lete hai toh sabse pehle uski Bayaz dar ke bare mein hi pta karte hai.
Kyuki isi ke adhaar par pta chalta hai ki humein loan lena chahiye ya nhi .Agr hum baat kre loan Resource App se loan lene ke baare mein toh yeh app apne customers ko different Bayaj daro par loan pradaan karta hai .Yeh person to person badal sakti hai.
Loan Resource se aap maximum 29% Bayaj daro par loan prapat kar sakte hai.
Also Read -: SBI STUDENT LOAN SCHEME APPLY ONLINE | REVIEW |
Conclusion
Dosto aaj kya iss article mein humare loan resource app 2022 ke bare mein sampoorn information prapat ki .aaasha hai ki aapko yeh article pasand aaya hoga .Aise hi loan aur finance sambandhi information prapat karne ke liye aap humari website par jayein.
Jahan par aapko hjaaro sainkdo article mil jayenge aap apni kisi bhi need ke liye loan prapat karne ko humari website se information prapat kar sakte hai .yeh article apne unn Dosto tak zarur share kre jinko aajkal mein paise ki need hai taa ki veh bhi ghr bethe hi loan prapat kar sakte hai.
Agr aapko kisi another loan ke bare mein information chahiye toh voh bhi aap humari website ki help se parapat kar sajte hai. Jald hi aapko uska zvaab de diya jayega.
Also Read -: SBI NEW CAR LOAN APPLY ONLINE | INTEREST RATE |
Sath hi sath article ke bare mein padhkar zarur btaye ki aap ko di gyi information kaisi lgi .Agr aapko kis article mein koi baat samjh nhi aayi ho toh use aap commen box mei nlikh sakte hai jaldi hi aapki problem ka smadhaan kiya jayega.
kiranmer4878@gmail.com
Devours hebtpur dholera Ahmedabad
Devpura,hebtpur,dholera, Ahmedabad Gujarat India
Lon Lena ha
50000 hjar ka lon Lena ha
Devarakonda niranjan parakalapudi duggirala mandalam guntur district
Rakesh Kumar6378162903
RakeshBhaiyan/6378162903
Rakesh Bhaiyan
6378162903
Home work
Sathyaraj7308@gmail.com
Modikuppam
Dariy development