HSBC CASHBACK CREDIT CARD
HSBC CASHBACK CREDIT CARD Aapke liye credit card ki ek bahut hi acchi choice ho sakti hai agar aapko online shopping karne ka bahut hi jyada shauk hai. Yah credit card aapko sabhi prakar ki online spends per 1.5% ka cashback deta hai. Yah credit card Bina kisi joining fees ke aata hai aur ismein 750 rupaye ki annual fees bhi hoti hai. Aapko yah bahut hi exclusive benefits ke sath welcome Karta hai jail mein Amazon ke gift voucher bhi hote hain complementary airport launge access bhi hote Hain aur aapko 50% discount Google Play Store per bhi mil sakta hai. Jaise ki aapko pata hai yah ek cashback credit Card hai to aapko rewards ko redeem karne ke liye regards redemption ki jarurat nahin hogi kyunki yah ek cashback credit Card hai. Aapane Jo bhi cashback prapt Kiya hoga vah cashback automatic aapko 45 din ke andar andar credit kar diya jaega.
Also Read -: YES Bank Wellness Credit Card Kaise Le | Benefits , Rewards |
Is credit card mein aapko na Keval cashback balki aapko swiggy per 20% discount bhi mil sakta hai and 5% discount aapko Amazon mein bhi mil jaega. Is credit card ke bare mein janne ke liye aap hamari is post ko aakhir Tak jarur padh lena. To chaliye pahle kuchh highlights ke bare mein baat kar lete hain jo aapko HSBC Cashback Credit Card mein dekhne ko milenge.
HSBC Cashback Credit Card Highlights
- Sabse pahle to aapko welcome gift ke taur per ₹500 ke Amazon voucher de diye jaenge.
- Aapko apni first transaction jo aap Google Play Store per karenge use per bhi 50% ka discount milega. Agar koi aap application purchase karte hain ya koi book purchase karte Hain to agar use Book ka price ₹1000 hai to aapko ₹500 ka discount milega.
- Aapko pahle sal mein ek complementary lounge access milega.
- Amazon per aapko 5% ka cashback mil sakta hai. Aap yahan se 250 rupaye Tak ka cashback le sakte hai.
- Aapko har prakar ki online transaction per 1.5% cashback milega.
- Aapko online ke alava 1% ka cashback prapt hoga.
- Inke alava aapko Amazon and swiggy per exclusive discount offers dekhne ko milenge.
- Aapko 1000 se jyada restaurant mein 15% ka discount mil sakta hai.
- Aapko popular online shopping and travel website jinmen MakeMyTrip and Croma include hai un per exciting offers dekhne ko milenge.
- Agar aap visa ka card istemal karenge to aapko contactless payment ka support bhi milega.
Also Read -: BANK OF BARODA BUSINESS LOAN KAISE LE | FULL DETAILS BOB BUISNESS LOAN 2022
To doston yah thi kuchh mukhya highlights HSBC Cashback Credit Card ke related. Abhi ham aapko HSBC Cashback Credit Card ke records and benefits ke bare mein jankari denge. Jinko aap niche padh sakte hain.
Also Read -: Navi Loan App Se Loan Kaise Le | Apply Online, Review |
HSBC Cashback Credit Card Rewards & Benefits
- Welcome benefit -: Jab aap is credit card ko lenge to aapko welcome gift ke taur per ₹500 ke Amazon voucher over teen complementary domestic lounge access milega.
- Movie and dining benefit ke bare mein agar baat karen to yahan per aapko Saturdays mere liye hone wali movie per ya fir agar aap Saturday ko movie dekhne jaate Hain to aapko buy one get one free ka offer dekhne Ko milta hai. Inke alava aapko India ki major cities mein 1000 se jyada restaurant mein 15% Tak ka cashback mil sakta hai.
- Agar report rate ki baat Karen Jo aap yahan per cashback kamaenge vah online spent per aapko 1.5% milega aur agar aap offline spend karte hain to aapko 1% cashback Diya jaaye.
- Rewards redemption ki baat Karen ki aapko rewards kaise wapas milenge to yah cashback aapke Bank mein 45 din ke andar andar credit kar diya jaega.
- Inke alava aapko yahan per koi travel benefit nahin dekhne ko milega.
- Aapko domestic lounge access for international lounge access Jo milega vah pahle sal mein hi Diya jaega.
- Agar insurance benefits ke bare mein baat karen to yahan per aapko ₹300000 Tak ka insurance cover milega agar aapka credit card gayab ho jata hai aur uska mis use hota hai. Yah aapko tab milega agar aap credit card gayab hone ke 24 ghante ke andar andar report kar denge.
- Aapko yahan per zero liability protection milegi agar aapke credit card mein koi bhi transaction Kari jayegi agar aapka credit card gayab ho jaega lekin shart bus itni hai ki aapko Bank Ko itna jaldi ho sake utna jaldi report karna hoga.
Also Read -: Union Rupay Platinum Credit Card Apply Kaise Kare? Benefits & Review
To doston HSBC cashback cricket card mein aapko yah kuchh rewards and benefits mil jaenge. To chaliye ab ham baat kar lete hain HSBC Cashback Credit Card mein Di jaane wali fees and charges ke bare mein.
HSBC Cashback Credit Card Fees & Charges
- JOINING FEES ki baat karen to yahan per aapko koi bhi joining fees nahin lagai jayegi yani HSBC Cashback Credit Card Bina kisi joining fees kahta hai.
- Lekin agar baat Karen renewal fees ki to vah aapko lagai jayegi jo aapko ₹750 ki dekhne ko milegi yani aapko har sal is credit card ko renew karvane ke liye ₹750 dene honge.
- Aapko yahan per spend based waiver bhi milta hai jiske antargat aapki previous year mein ₹100000 ke expenditure per renewal fees ko maaf kar diya jaega.
- Rewards redemption fess aapko nahi lagai jayegi.
- Foreign currency market ke liye aapko 3.5% charge Kiya jaega to aapke liye yahi achcha hai agar aap bahar kisi Desh mein jakar credit card se payment karte Hain to aap foreign currency ko hi select Karen.
- Interest rate ki baat karen to HSBC Cashback Credit Card mein aapko 3.49% ka per month interested lagaya jaega aur vahi agar baat Karen jyada se jyada annual interest rate ki to main aapko 41.88% milega.
- Fuel surcharge aapko 1% lagaya jaega.
- Aapko cash advance charges be lagai jaenge jinke liye aapko withdrawn amount 2.5% lagaya jaenge aur vahi minimum amount mein aapko ₹500 lagai jayegi.
- Add on card fees aapko nahin dekhne Ko milati hai.
Also Read -: Axis Bank Vistara Credit Card Apply Online | Benefits | Eligibility |
To doston yah thi kuchh fees and charges Jo HSBC Cashback Credit Card mein aapko dekhne ko milenge. To chaliye ab ham baat kar lete hain kuchh eligibility criteria mein jo aapko HSBC Cashback Credit Card mein dekhne Ko milati hai.
Also Read -: IDFC FIRST Classic Credit Card Kaise Le? BENEFITS & REVIEW
HSBC Cashback Credit Card Eligibility
- Sabse pahle aapki age 18 sal se lekar 65 sal ke bich mein honi chahie.
- Aap kam se kam ₹4 lakh kamate Ho.
- Aap Bangalore, Chennai, Gurgaon, Hyderabad, Mumbai, New Delhi, Noida, Pune in mein se Di gai cities mein Rahane wale honi chahie.
Also Read -: HDFC ERGO Health Insurance Kaise Le | Types & Benefits ?
HSBC Cashback Credit Card Documents Required
- HSBC Cashback Credit Card ke liye aapke pass identity proof hona chahie jinke liye aap Aadhar card voter card etc ko use kar skte hai.
- Aapke pass PAN card hona chahie.
- Agar aapke pass koi pahle se credit Card hai to uski photo copy chahie hogi.
- Agar aap salary applicant hai to aapko apni pichhali mahine ki salary slip dikhani hogi.
Also Read -: SBI SimplySAVE Credit Card Kaise Le | Apply Online & Benefits |
HSBC credit card ke related humne aapko bahut sari jankari provide kar Di hai ab ham aapko sabse men information batate Hain ki aapko is credit card ke liye aakhir mein aavedan kaise karna hai.
Also Read -: FlexiLoans Business Loan App Se Loan Kaise Le | Apply Online
HSBC Cashback Credit Card Apply Kaise Karen?
- HSBC credit card ke liye apply karne ke liye aap inki official website per bhi ja sakte hain.
- Inke alava aap HSBC phone banking ke madad se bhi credit card le sakte hain.
- Aap apni sabse nazdiki branch mein required documents ke sath bhi apply kar sakte.
Also Read -: Kotak Royale Signature Credit Card Benefits | Apply Online |
HSBC Cashback Credit Card Customer Care
Agar aapko kisi bhi prakar ki assistance chahiye, to aap HSBC customer care per phone kar sakte hain 18002673456 or 1800 267 3456 . Aap ine do number per contact kar sakte hain jo ki bilkul toll free. Agar aapka card gayab ho chuka hai aur aap unki report karna chahte hain to aap in numberon ka istemal kar sakte hai. Aap ine mobile number ko subah 6:30 se lekar Raat 8:40 Tak kabhi bhi call kar sakte hain. Lekin bhai agar aapka credit card gayab ho chuka hai to aapke liye yah no. 24 x 7 kabhi bhi uplabdh.
Also Read -: Dhani App Se Loan Kaise Le ? Dhani App Se 15 Lakh Ka Loan Kaise Le?
Conclusion
Agar aap kisi bhi credit card ko online shopping ke liye bahut hi jyada use karte hain to aap is cricket card ko consider kar sakte hain. Aur aapko reward redemption ki bhi jarurat nahin hai tension Lene ki kyunki cashback amount aapke pass 45 din ke andar-andar automatically credit kar di jayegi. Aapka is credit card ko lekar kya opinion hamen niche comment mein batana aur bhi existing credit card ke liye aap hamari website per credit card wali category ko check kar sakte hain. To chaliye doston ham milte Hain aapse agali post mein tab tak ke liye Jay Hind vande Mataram.
Also Read -: Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le | Lenditt Loan App Real OR Fake ?