HDFC BANK PERSONAL LOAN: HDFC BANK PERSONAL LOAN KAISE MILTA HAI -HDFC BANK PERSONAL LOAN KAISE LE
HDFC Bank personal loan dosto aap HDFC Bank se personal loan lene ke liye aap ke pass kon kon se documents hone chahiye aur kin kin term and conditions ka dhyaan rakhna chahiye. HDFC se agar aap loan Lena chahte ho toh aapko kitne amount tak ka personal loan milega aur uss loan ko vaapis krne ke liye kitna time mil sakta hai. Isme aapko kitne percent ka Bayaj Dena padta hai aur loan lene ke baad aapko kon kon se aur charges dene hote hai inn sari baaton ko hum iss post mein janege , toh aaye jante hai.
Sabse pehle hum jaan lete hai HDFC Bank se Loan lene ke kuch fayde ,dosto yahan par sabse pehla fayda yeh hai
- Aap HDFC je pre-approved customer hai yaani ki aapko HDFC ke Taraf se offer kiya gya hai ki aap itne amount tak personal loan le sakte hai, tab agr aap HDFC se personal loan Lena chahte ho toh aap sirf 10 second mein voh loan amount apne Bank account mein paa skte hai .yaani ki aap HDFC se sirf 10 sec mein personal loan le sakte hai.
- vahin aap agr pre-approved customer nhi hai ,yaani ki aap khud se HDFC se personal loan lena chahte hai, aise mein HDFC se aapko Loan lene mein 4 ghante lag sakte hai.
- Aap HDFC se online loan apply krke bhi 4 ghante mein loan le sakte hai.
- Sath mein dosto agr yahan par aapko bahut sare Insurance bhi mil jatein hai jaise: agar aap yahan se loan lete hai toh aapko Personal Accident Cover mil sakti hai. Personal loan Security mil sakta hai .
- Iska ek aur fayda yeh hai ki aap HDFC se jo personal Loan lete hai uska koi hisaab nhi liya jaata hai.
- Ismein aapko 24 hrs aapki help ke liye call support aur chat support milti hai.
Also Read -: Avail Finance: Credit Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate |
ELIGIBILITY
- Aap jinke bhi name se loan Lena chahte hai unka khin na khin job hona zaroori hai chahe private limited company, public sector undertakings, Including central ,state and local Bodies yani ke unka job hona zaroori hai.
- Sath mein dosto aagr baat kre age ki toh aap jinke bhi name par loan Lena chahte hai unki age 21-60 years honi zaruri hai.
- Vahin dosto aap jinke naam se bhi loan le rhe ho unki job kam se kam 2 saal purani honi zaruri hai aur abhi abhi jahan voh job kar rhe hai ,vahan kam se kam 2 saal se job kr rhe hoan zaruri hai .
- Sath mein dosto unka sallery account HDFC BANK mein toh unki income kam se kam 2500 rupees mahina hona zaroori hai aur unka sallery account HDFC mein nhi hai toh unki income kam se kam 50000 rupees monthly hona zaroori hai.
Also Read -: TrueBalance- Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |
DOCUMENTS
- Dosto vhi agr hum baat kre documents ki LOAN lete time kon kon se documents dene honge, documents mein dosto sabse pehle.
- Aapko Identity Proof dena hota hai jismein ki aap ( passport,voter ID card, driving licence,adhaar card, pan card) copy de sakte hai.
- Address proof Dena hota hai jismein ki aap (passport , voter ID card, driving licence, adhaar card,pan card) copy de sakte hai .
- Aaapko latest 3 month bank statement ya apni passbook ka photo copy Dena hota 6 months ka.
- Yahan par aapko two months latest salery slip dena hota hai.
- Toh dosto yeh sab documents dene hote hai HDFC Bank se Loan lene ke liye.
Also Read -: RBL BANK LOAN | RBL BANK LOAN KAISE LE SAKTE HAI?
HDFC BANK PERSONAL LOAN KAISE LE?
ab baat aati hai HDFC Bank se personal loan kaise apply kre iske liye bhi do options hai pehla online iske liye aapko HDFC Bank ki website par Jana hoga aur vahan personal loan par click karke apni kuch personal information dekar loan le sakte hai aur ik tareeka hai offline iske liye aapko Bank Jana padega aur vahan jaakar aapko btana pdega aapko personal loan; lena hai tab aapko Bank se ik form milega use aapko fill krna hai aur deposit kr Dean hai toh iss tareke se dosto aap HDFC Bank se personal Loan le sakte hai.
Also Read -: SBI NEW CAR LOAN APPLY ONLINE | INTEREST RATE |
Dosto agr aapko yeh post achi lagi ho toh aapko ismein se kuch bhi janne ko mila ho toh ise apne dosto ke sath share zarur kre aapa itna keemti time dene ke liye dil se shukriya.