Fibe Loan App Se Loan Kaise Le | Fibe Loan App 2025
Fibe Loan App Se Loan Kaise Le | Fibe Loan App 2025
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
Fibe Loan App
ADVERTISEMENT
Aaj ke is article mein ham aapko bataenge ki aap kis tarah se fibe loan App se loan le sakte hain? Yahan se kitne Tak ka loan mil sakta hai kitne interest rate par loan milega kitne tenure rate per loan milta hai aur aapko kaun – kaun se documents ki jarurat padati hai aur aapko loan lene ke liye kaun – kaun si eligibility criteria ko pura karna hota hai. Aaj ke is artical mein aapko sari information denge aapko is application se loan lene ke fayde bhi bataenge aur kuchh features bhi bataenge jiske bare mein aapko pata hona chahie.
Fibe Loan App se Loan Kyun Lena Chahiye?
- Quick Disbursal: Sirf 10 minutes ke andar loan amount aapke bank account mein aa jata hai.
- Digital Process: Pura process 100% digital hai. Sirf apne documents upload karo aur loan mil jayega.
- Minimal Documents: Sirf kuch basic documents ke saath aap sirf 5 minutes mein loan le sakte ho.
- No Pre-Closure Charges: Agar aap loan ko jaldi repay karna chahte ho, toh koi extra charges nahi lagte.
- Flexible Repayment: Loan tenure 3 mahine se lekar 36 mahine tak select kar sakte ho.
- Collateral-Free Loan: Loan lene ke liye kisi guarantor ki zarurat nahi padti.
Fibe Loan App Loan Amount
Is app ke zariye aap ₹20 hazar se ₹5 lakh tak ka loan le sakte ho. Minimum loan ₹20 hazar aur maximum ₹5 lakh hai.
ADVERTISEMENT
Fibe Loan App Interest Rate
Fibe Loan App me interest rate 16.75% se lekar 30% tak ho sakta hai. Minimum interest rate 30% aur maximum 74% lagta hai.
ADVERTISEMENT
Fibe Loan App Loan Tenure
Loan tenure 3 mahine se lekar 36 mahine tak available hai.
Fibe Loan App Processing Fees
Processing fee 2% hoti hai jo loan amount ke saath add hoti hai.
Fibe Loan App Example
Agar aap ₹10,000 ki credit line lete ho jisme 8% processing fee aur 18% yearly interest rate hai, toh 3 mahine ke loan tenure ke liye aapko total ₹10,450 repay karna hoga. APR yaha 27.54% banega.
Fibe Loan App Eligibility Criteria
- Aapki age 19 se 55 saal ke beech honi chahiye.
- Aapki Monthly salary ₹25,000 honi chahiye.
- Aap Bharat ke nagrik hone chahiye.
Fibe Loan App ke Required Documents
- Selfie: Ek recent selfie ki zarurat hogi.
- Identity Proof: Passport, Aadhaar Card, PAN Card, ya Driving License (kisi ek ka use kar sakte hain).
- Address Proof: Passport, Rent Agreement, Utility Bill, ya Voter ID.
- Income Proof: Bank Statement ya Salary Slip ki zarurat pad sakti hai, agar aap apni salary zyada declare karte hain.
Ab aapko Fibe Loan App se loan lene ki poori process aur terms samajh aa gayi hai. Agar aapko aur information chahiye toh niche comment karke zarur batayein!
Fibe loan App se loan kaise le?
- Sabse pahle aapko application ko open karna hai Google Play Store se download karke.
- Sabse pahle application ko sari permission deni hai, jiske liye aapko I agree per click karna hoga.
- Iske bad aapko apne mobile number ko OTP ki madad se verify karna hai.
- Iske bad aapane Apne Google account ko select karna hai.
- Iske bad aapko apni personal detail bharni hai, jismein aapko first name, last name, father name, mother name, date of birth PAN card ke according, gender marital status & aapki high education kitni hai. Iske bad proceed per click karna hai.
- Ab aapko professional profile fil karni hai jismein aapko sabse pahle apna profession bharna hai then company name bharna hai iske pass designation , office area, office City, office pin code, aapko kitne saal ka work experience hai, aapki monthly salary kitni hai aur aapka PAN card number kya hai.
- Iske bad aapko current residential address ki detail bharni hai ki aap is samay kahan per rahte Ho, jismein aapko Door number, wing & building name, Street name and locality, landmark, City, state, pin code & residential type yani aapka Ghar kaisa hai.
- Iske bad aapko ek loan ka offer Diya jaega.
- Iske bad aapko Apne KYC detail complete karni hai.
- Ismein sabse pahle aapko Apne Bank ki detail Deni Hoti hai jis Bank khate mein aapki salary aati hai aur jis Bank khate mein loan ki amount credit Kari jayegi.
- Iske bad aapko KYC verification karni hai, jiske liye aapke pass do vikalp honge. Pahla aap video KYC kar sakte hain and second aap Aadhar card ki madad se verification kar sakenge jismein aapko documents ko upload karna hoga.
- KYC complete karne ke bad aapko smart repay setup karna hai.
- Isko to unka agreement sign karna hoga aur aapke Bank khate mein loan ki amount credit kar di jayegi.
And Is tarah se is loan application se loan mil sakta hai. Aaj ke is article mein maine aapko jo bhi jankari Di hai yah Keval education purpose ke liye Di hai yahan per yah loan ke liye Maine apply kiya tha mujhko yahan per jo bhi loan mila hai maine aapko bataya ki kaise loan ke liye apply kiya ja sakta hai.
Agar aap koi bhi apna decision Lena chahte ho to aapko ek bar kisi financial expert se Salah jarur leni chahie.
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT