DMI Finance Loan App Se Loan Kaise Le | DMI Finance Loan App Review 2024
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
DMI Finance Loan App
ADVERTISEMENT
Namaskar doston aaj main aapko dis application ke bare mein bata raha hun yah application RBI ke dwara registered nbfc hai aur iske Play Store per 35 lakh se jyada installs Hain. Is application mein aap apna credit score muft check kar sakte hain aur aap apne bil ki payment kar sakte hain aur aap new-new loan offers unlock kar sakte hain aur sath hi sath bahut sare rewards points Jeet sakte hain. Aaj ke is artical mein ham aapko DMI finance loan app ke bare mein jankari pradan karenge ki yahan per aapko loan ke liye apply kaise karna hai. Sabse pahle ham aapko kuch basic jankari ke bare mein bataenge jinke bare mein humko pata hona chahie agar aap is loan application se loan Lena chahte Hain. To agar aap DMI finance loan App se loan Lena chahte Hain to hamare is artical ko last Tak acche se padh Lena aapko yahan per loan jarur mil jaega.
DMI Finance Loan App Loan Amount
Doston, agar aap DMI Finance Loan App ka use karte hain to aapko maximum ₹5,00,000 tak ka loan mil sakta hai. Aap minimum ₹10,000 tak ka loan le sakte hain.
To doston, ab aapko yeh pata chal gaya hai ki DMI Finance Loan App ki madad se aap kitna loan le sakte hain. Ab jaan lete hain ki is app se kitne interest rate par loan milta hai.
ADVERTISEMENT
DMI Finance Loan App Interest Rate
DMI Finance Loan App se aapko 12%-40% ka annual interest rate lgaya jata hai. To ab humne yeh jaan liya ki is app se kitna loan milta hai aur us par kitna interest lagta hai. Ayeyi ab jante hai aapko is application se kitne waqt ke liye loan mil sakta hai.
ADVERTISEMENT
DMI Finance Loan App Tenure Rate
DMI Finance Loan App se aapko 3 mahine se lekar 48 mahine tak ka loan mil sakta hai. Aapko yhan se Maximum 4 saal ke liye aapko loan milega.
DMI Finance Loan App Processing Fees
DMI Finance Loan App se loan lene ke liye aapko 2% se 3.95% ki processing fee deni hoti hai. Ye processing fees kam ya jyada bhi ho sakti hai.
DMI Finance Loan App Pre-Closure Charge
DMI Finance Loan App mein aapko 2%-4% ke pre closure charge lgaye jate hai.
DMI Finance Loan App Example
Maan lijiye, agar aapko ₹10,000 ki credit line milti hai aur is par 8% ki processing fee lagti hai, saath hi annual interest rate 18% hota hai, aur aap 3 mahine ke liye loan lete hain, to aapko jo total repayment amount dena hoga wo ₹10,450 hoga. Iska APR (Annual Percentage Rate) 27.54% banega.
DMI Finance Loan App Eligibility Criteria
- Aapki age 20 saal honi chahiye.
- Aap Bharat ke nagrik hone chahiye.
- Aap ek salaried person hone chahiye.
- Aapke paas ek stable income source hona chahiye.
DMI Finance Loan App Apply Process
- Sabse pahle aap ne is application ko Google Play Store se download karna hai.
- Download karne ke bad aapane ismein apne mobile number aur Gmail account ki madad se sign up kar lena hai.
- Ishwar aapko apna sabse pahle pin code dalna hai.
- Iske bad aapane Apne PAN card ki detail deni hai jismein aapko apna ful name aur PAN card ka number dena hoga.
- Iske bad aapko Apne employment type ko select karna hoga ki aap salaried hai ya self employed hai.
- Iske bad aapane apni monthly income batani hai.
- Aapko apna gender chus karna hai.
- Iske bad aapko apni PAN card ke according apni date off birth deni hai.
- Iske bad aapko apna current Home adress add karna hai aur fir type of housing mein yah batana hai ki aapka Ghar kaisa hai. Yahin per aapko ek niche box dekhne ko milega jismein aapse poochha jaega ki jo aapka permanent adress hai yani Jo adress aapke Aadhar Card mein hai vahi adress aapka current adress hai yani aap usi adress per rahte ho to aapane use box per tik karna hai.
- Iske bad aapse poochha jaega ki aap apne current adress per kitne samay se rahte ho.
- Iske bad aapko apni employment ki detail batani hai jismein aapko apni company ka naam aur aapko kitne ssal ka experience hai vah batana hai.
- Iske bad aapko apna work adress add karna hai.
- Iske bad aapko apni current location add kar deni hai.
- Iske bad aapko apni adress ki detail deni hai.
- Iske bad aapko jitna bhi loan chahie vah aapane batana hai.
- Ab aapko inki terms and condition ko accept karna hai.
- Iske bad aapke mobile number per ek OTP receive hoga vah OTP aapane enter karna hai.
- Iske bad aapko pata lag jaega ki aapko is loan application se kitne Tak ka loan mil sakta hai.
- Iske bad aapane apni use approve amount ko select karna hai aur iske bad KYC verification aur Bank ki detail add karni hai.
- KYC verification ke liye aapko sabse pahle apni selfie deni hai aur apne Aadhar Card ko digilocker ki madad se fetch karvana hai. Iske liye aapko Apne Aadhar Card ka number dena hoga aur fir jo mobile number aapke use Aadhar card ke number ke sath link hoga use per ek OTP bheja jaega vah OTP aapane enter karna hai.
- Iske bad aapko apni e-mandate registration ko setup karna hai.
- Iske bad jis bank account mein aapane email date setup Kiya hoga use bank account mein loan ki amount approve karke credit kar di jayegi.
- Is tarah se aapko DMI Finance Loan App se loan mil sakta hai. Hope karta hun aapko hamari di gai jankari acchi lagi hogi.
Aaj aapne jaana ki DMI Finance Loan App se kitna loan mil sakta hai, kitne interest rate par loan milta hai, aur kitne tenure ke liye loan available hai. Saath hi, loan ke liye eligibility criteria aur processing fees ke baare mein bhi jaana. Ab aap DMI Finance Loan App ki madad se asani se loan le sakte hain.
Agar aapko hamari Di gai information acchi lagi hogi agar aapko koi bhi aur sawal hota hai is application ke related aap humse poochh sakte ho abhi ke liye itna hi milte aapse agale kisi aur post mein aisi jankari ke sath tab tak le Jay Hind vande Mataram.
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT